Tu Ka Tu
๐ต 619 characters
โฑ๏ธ 7:18 duration
๐ ID: 1024254
๐ Lyrics
In ka bhed
Beta mere avdhoo
Acchi karni karle tu
Daali phool jagat ke maahi
Jahan dekhoon wahan tu ka tu
Haathi mein haathi ban baitho
Chiti mein hai choto tu
Hoye mahaut oopar baithe
Haakhan wala tu ka tu
Choron ke sang chori karta
Badmashon mein bhedo tu
Chori karke tu bhag jaave
Pakadne wala tu ka tu
Daata ke sang daata ban jave
Bhikari mein bhedo tu
Mangto hokar mangan laage
Dene wala tu ka tu
Nar naari mein ek biraje
Do duniya mein biso kyon?
Baalak hokar rovan laage
Raakhan wala tu ka tu
Jal thal jeev mein tu hi biraje
Jahan dekhoon wahan tu ka tu
Kahe Kabir suno bliai sadhu
Guru mila hai jyon ka tyon
Beta mere avdhoo
Acchi karni karle tu
Daali phool jagat ke maahi
Jahan dekhoon wahan tu ka tu
Haathi mein haathi ban baitho
Chiti mein hai choto tu
Hoye mahaut oopar baithe
Haakhan wala tu ka tu
Choron ke sang chori karta
Badmashon mein bhedo tu
Chori karke tu bhag jaave
Pakadne wala tu ka tu
Daata ke sang daata ban jave
Bhikari mein bhedo tu
Mangto hokar mangan laage
Dene wala tu ka tu
Nar naari mein ek biraje
Do duniya mein biso kyon?
Baalak hokar rovan laage
Raakhan wala tu ka tu
Jal thal jeev mein tu hi biraje
Jahan dekhoon wahan tu ka tu
Kahe Kabir suno bliai sadhu
Guru mila hai jyon ka tyon