Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Chai Ka Pyala

๐Ÿ‘ค Khayek โ€ข ๐ŸŽผ Chai Ka Pyala โ€ข โฑ๏ธ 3:24
๐ŸŽต 1854 characters
โฑ๏ธ 3:24 duration
๐Ÿ†” ID: 10246225

๐Ÿ“œ Lyrics

Chaye ka Piyala Khaali hai
Subah yahan hone wali hai
City yahan jalni kaali hai
Chaye ka piyala khaali

Chaye ka Piyala Khaali hai
Subah yahan hone wali hai
City yahan jalni kaali hai
Chaye ka piyala khaali

Dabdaba Raat kaali
Yahan pe jamta ni hissa bhi mujhe nahi saans aari
Marhaba maut aali
Yahan pe darta ni hissa bhi jaisa saara khauf jaali

Desh bazaar hai bikta jaa rha hai
Rishwat khaara hai mama aa rha hai
Khaasta jaa rha hai jeb me paa rha hai
Paise chaar hai gandhi laal hai
Haq se jode bheekh maange rakh
Lagti aag hai rab na saath hai
Kache dhaage sabne baandhe
Bichta jaal hai Khichti khaal hai
Matdaan hai
Mat daan daan daan

Chaye ka Piyala Khaali hai
Subah yahan hone wali hai
City yahan jalni kaali hai
Chaye ka piyala khaali

Chaye ka Piyala Khaali hai
Subah yahan hone wali hai
City yahan jalni kaali hai
Chaye ka piyala khaali

Dekh lala yuva ne nas kaati
Kala ni bach paati kamayi na jab kaafi aati
Man maara mehangai jab hai aati
Banaaye sabko paapi crime nahi seekhayi jaati

Das tola dede tu das tola
Goli maathe rakh lala ko hai bola
Lala dara or paane laga raula
Lala bhaage or phat se ghoda bhum bola

Lala floor pe chilaya poore zor se
Khoon behta dekhe gaur se
Chand lamhe guzre daur se
Milaya usko maut se
Milaya usko god se
Ab khoon ke wo cheete pade har us note pe

Jaana jail me nahi jaana mujhko jail me
Lala uth jaa yahan pe mujhko bail de
Saare dekh rhe yahan pe mujhko dekh rhe
Tu bhaag bhaag bhaag

Chaye ka Piyala Khaali hai
Subah yahan hone wali hai
City yahan jalni kaali hai
Chaye ka piyala khaali

Chaye ka Piyala Khaali hai
Subah yahan hone wali hai
City yahan jalni kaali hai
Chaye ka piyala khaali

Chaye ka Piyala Khaali hai
Subah yahan hone wali hai
City yahan jalni kaali hai
Chaye ka piyala khaali

Chaye ka Piyala Khaali hai
Subah yahan hone wali hai
City yahan jalni kaali hai
Chaye ka piyala khaali

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings