Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Waadiye Ishq Se

๐Ÿ‘ค Alka Yagnik โ€ข ๐ŸŽผ Rahbar โ€ข โฑ๏ธ 5:28
๐ŸŽต 1419 characters
โฑ๏ธ 5:28 duration
๐Ÿ†” ID: 10266703

๐Ÿ“œ Lyrics

Dil ka bhola hai tabiyat ka bada hai sada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Dil ka bhola hai tabiyat ka bada hai sada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Dil ka bhola hai tabiyat ka bada hai sada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Ho wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Jab wo chalta hai to seene me jhamak hoti hai
Baat karta hai to shehnaayi si baj uthati hai
Ek najar dekh le jisko wo wahi tham jaye
Uski aankho mein qayamat ki ada hoti
Uski tarif
Uski tarif haqikat se hui kuch jyada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Haan wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Uski tasveer banane ko mussabeer soche
Uspe likhne ko gazal waqt ka shayer soche
Uski magaroor jawaani ke liye dariya kya
Shor karti hui maujon ka samandar soche
Jab bhi milta hai
Jab bhi milta hai to khulta hai wo aadha aadha
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Haan... wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Mere mehmaan mujhe koi nishani deja
Jo kabhi khatm na ho aisi kahaani deja
sari duniya se tere pyar mein takrane ko
Mujheko bahte huye dariya ki rawani deja
Umra bhar sath
Umra bhar sath nibhaungi mera hai wada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Dil ka bhola hai, tabiyat ka bada hai sada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Ho... wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada
Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings