Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Manzoor-e-Khuda

๐Ÿ‘ค Shreya Ghoshal, Sunidhi Chouhan & Sukhwinder Singh โ€ข ๐ŸŽผ Thugs of Hindostan (Original Motion Picture Soundtrack) - Single โ€ข โฑ๏ธ 5:06
๐ŸŽต 1206 characters
โฑ๏ธ 5:06 duration
๐Ÿ†” ID: 1028528

๐Ÿ“œ Lyrics

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar waali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

Ik haath mein chingariyan
Ik haath mein saaz hai
Hansne ki hai aadat humein
Har gham pe bhi naaz hai

Aaj apne tamaashe pe mehfil ko
Karke rahenge fida
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ye juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga humara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se roshan huaa hai
Noor-e-Khuda

Ho chaar din ki ghulami
Jism ki hai salaami
Rooh toh muddaton se aazaad hai
Ho. hum nahin hain yahan ke
Rehne wale jahaan ke
Woh sheher aaasman mein aabaad hai

Ho khilte hi ujadna hai
Milte hi bichhadna hai
Apni toh kahaani hai yeh

Kaagaz ke shikaare mein
Dariya se guzarna hai
Aisi zindagaani hai yeh

Zindagani ka humpe jo hai karz
Kar ke rahenge adaa
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ye juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga humara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se roshan huaa hai
Noor-e-Khuda

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar waali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:00.53] Baba lauta de mohey gudiya mori
[00:09.38] Angana ka jhoolna bhi
[00:17.78] Imli ki daar waali muniya mori
[00:25.80] Chandi ka painjna bhi
[00:48.60] Ik haath mein chingariyan
[00:51.86] Ik haath mein saaz hai
[00:55.73] Hansne ki hai aadat humein
[00:59.16] Har gham pe bhi naaz hai
[01:03.12] Aaj apne tamaashe pe mehfil ko
[01:06.75] Karke rahenge fida
[01:10.45] Jab talak na karein jism se jaan
[01:13.78] Hogi nahi ye juda
[01:16.78] Manzoor-e-Khuda
[01:20.66] Manzoor-e-Khuda
[01:24.37] Anjaam hoga humara jo hai
[01:27.66] Manzoor-e-Khuda
[01:31.22] Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
[01:34.81] Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
[01:38.85] Toote sitaaron se roshan huaa hai
[01:42.54] Noor-e-Khuda
[02:26.68] Ho chaar din ki ghulami
[02:31.15] Jism ki hai salaami
[02:34.59] Rooh toh muddaton se aazaad hai
[02:41.32] Ho. hum nahin hain yahan ke
[02:45.38] Rehne wale jahaan ke
[02:49.63] Woh sheher aaasman mein aabaad hai
[02:56.18] Ho khilte hi ujadna hai
[02:58.45] Milte hi bichhadna hai
[03:00.43] Apni toh kahaani hai yeh
[03:03.97] Kaagaz ke shikaare mein
[03:05.97] Dariya se guzarna hai
[03:07.75] Aisi zindagaani hai yeh
[03:11.36] Zindagani ka humpe jo hai karz
[03:15.06] Kar ke rahenge adaa
[03:18.55] Jab talak na karein jism se jaan
[03:22.26] Hogi nahi ye juda
[03:24.82] Manzoor-e-Khuda
[03:27.19] Manzoor-e-Khuda
[03:28.73] Anjaam hoga humara jo hai
[03:35.95] Manzoor-e-Khuda
[03:39.54] Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
[03:43.08] Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
[03:46.93] Toote sitaaron se roshan huaa hai
[03:50.62] Noor-e-Khuda
[04:24.04] Baba lauta de mohey gudiya mori
[04:29.40] Angana ka jhoolna bhi
[04:33.98] Imli ki daar waali muniya mori
[04:43.37] Chandi ka painjna bhi
[04:49.22]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings