Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Dilruba

๐Ÿ‘ค Natiq โ€ข ๐ŸŽผ Khayaal โ€ข โฑ๏ธ 3:29
๐ŸŽต 1573 characters
โฑ๏ธ 3:29 duration
๐Ÿ†” ID: 10502033

๐Ÿ“œ Lyrics

Subah ka waqt aaya
Sath yaad laaya
Jo kadvi baatein saari
Bol sabko aaya
Tujhe na waqt bhaya
Vyaktigat ye kaisa saaya
Jo kamre band saare
Wo aaj khol aaya
Kareebi badti jaati tere mere beech mein
Ye kaisa mera khauf tere thande se shareer mein
Faqeer hu main mangta hu bas teri hi aastha
Ye baat hai bazaari jaha bik chuke shareef the
Raqeeb the raqeeb na hai aaj koi samne
Main cheen lu ye aatma jo rehti teri saans mein
Jo dikh gaya wo sath mein yuh aaj kaali raat mein
Tu aaj tyaage praan meri baahon mein ya hath mein

Jaan lu pechaan lu
Tujhko tera aakaar du
Sansaar ko teri saans du
Tujhko teri awaaz du

Dilruba
Dilruba
Ye kaisi adaa
Dilruba
Dilruba
Dil tujhpe fida

Tujhe jo karna wo main karta
Teri saanson ko main ginta
Rooh ko vash mein hu main karta
Tujhko ab nahi hai darr na
Lamhe ko iss nichod du main
Kaise abhi chorh du main
Tujhko bhi ye acha lagta
Fir hai ye virodh kyu
Tandav karte krodh mein main
Tu meri hai god mein
Nathuram Godse main mujhko apna tod de
Bikhra main hu jod de
Khadi tu aise mod pe
Bol jo hai hoth pe ya peele vish ko
Bura main vyakti
Apne mann ki baatein khol na
Jahaan hai maine ghooma saara
Tujhme anmol kya hai
Samay se baari aati yaad rakhna gol jo hai
Sikhau tujhko iss manch pe tera role jo hai
Tujhe pakad ke teri dikkaton ko rok du
Main maangu bas main tujhse
Tera jo bhi hai vajood ab
Sach ka istamaal karta hu main
Rooth mat
Aise lagta kyu hai tujhko
Bola maine jhooth kab

Jaan lu pechaan lu
Tujhko tera aakaar du
Sansaar ko teri saans du
Tujhko teri awaaz du

Dilruba
Dilruba
Ye kaisi adaa
Dilruba
Dilruba
Dil tujhpe fida

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:32.08] Subah ka waqt aaya
[00:33.80] Sath yaad laaya
[00:35.19] Jo kadvi baatein saari
[00:36.56] Bol sabko aaya
[00:37.75] Tujhe na waqt bhaya
[00:38.90] Vyaktigat ye kaisa saaya
[00:40.29] Jo kamre band saare
[00:41.53] Wo aaj khol aaya
[00:42.80] Kareebi badti jaati tere mere beech mein
[00:45.36] Ye kaisa mera khauf tere thande se shareer mein
[00:47.79] Faqeer hu main mangta hu bas teri hi aastha
[00:50.57] Ye baat hai bazaari jaha bik chuke shareef the
[00:53.39] Raqeeb the raqeeb na hai aaj koi samne
[00:55.84] Main cheen lu ye aatma jo rehti teri saans mein
[00:58.50] Jo dikh gaya wo sath mein yuh aaj kaali raat mein
[01:01.11] Tu aaj tyaage praan meri baahon mein ya hath mein
[01:04.09] Jaan lu pechaan lu
[01:06.72] Tujhko tera aakaar du
[01:14.62] Sansaar ko teri saans du
[01:17.10] Tujhko teri awaaz du
[01:28.63] Dilruba
[01:37.55] Dilruba
[01:39.90] Ye kaisi adaa
[01:41.42] Dilruba
[01:43.02] Dilruba
[01:45.15] Dil tujhpe fida
[01:57.52] Tujhe jo karna wo main karta
[01:59.26] Teri saanson ko main ginta
[02:00.60] Rooh ko vash mein hu main karta
[02:01.89] Tujhko ab nahi hai darr na
[02:03.35] Lamhe ko iss nichod du main
[02:04.78] Kaise abhi chorh du main
[02:06.19] Tujhko bhi ye acha lagta
[02:07.45] Fir hai ye virodh kyu
[02:08.94] Tandav karte krodh mein main
[02:10.14] Tu meri hai god mein
[02:11.34] Nathuram Godse main mujhko apna tod de
[02:13.74] Bikhra main hu jod de
[02:14.78] Khadi tu aise mod pe
[02:16.14] Bol jo hai hoth pe ya peele vish ko
[02:19.01] Bura main vyakti
[02:20.17] Apne mann ki baatein khol na
[02:21.32] Jahaan hai maine ghooma saara
[02:22.62] Tujhme anmol kya hai
[02:24.15] Samay se baari aati yaad rakhna gol jo hai
[02:25.36] Sikhau tujhko iss manch pe tera role jo hai
[02:29.47] Tujhe pakad ke teri dikkaton ko rok du
[02:32.00] Main maangu bas main tujhse
[02:33.49] Tera jo bhi hai vajood ab
[02:34.72] Sach ka istamaal karta hu main
[02:36.63] Rooth mat
[02:37.58] Aise lagta kyu hai tujhko
[02:38.98] Bola maine jhooth kab
[02:40.10] Jaan lu pechaan lu
[02:42.40] Tujhko tera aakaar du
[02:50.56] Sansaar ko teri saans du
[02:53.13] Tujhko teri awaaz du
[03:01.26] Dilruba
[03:04.12] Dilruba
[03:05.15] Ye kaisi adaa
[03:06.75] Dilruba
[03:09.38] Dilruba
[03:10.47] Dil tujhpe fida
[03:11.66]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings