Mujhe Bekhudi
๐ต 1049 characters
โฑ๏ธ 10:11 duration
๐ ID: 10727863
๐ Lyrics
Mowlaa, Mowlaa
Hairat Maraaz-e-har Do Jahan, Bee-niyaaz Kard
Ein Khhwab Kaar-e-daulat-e-bedar-e-mi Kunad(rumi)
Khuli Jabke Chashm-e-dil-e-hazeen
To Woh Nam Raha Na Tarii Rahee
Hui Hairat Aisee Kuchh Aankh Per
Be-asar Ki Be-asarii Rahee
Padi Gosh-e-jaan Me Ajab Nida
Ke Jigar Na Be-jigaree Rahee
Khabar-e-tahiyyur-e-ishq Sun
Na Junoon Rahaa Na Pari Rahee
Na To Tuu Rahaa Na To Main Rahaa
Jo Rahee So Be-khabarii Rahee
Mujhe Bekhudi Yeh Tu Ne, Bhali Chaashni Chakhai
Kisi Aarzo Ki Dil Mein, Nahi.n Ab Rahi Samaai
Naa Hazar Hai Nay Khatar Hai, Naa Rajaa Hai Nay Dua Hai
Na Khayal-e-bandagi Hai, Na Tamanna-e-khudai
Mujhe Bekhudi Yeh Tu Ne, Bhali Chaasheni Chakhai
Na Maqaam-e-guftugu Hai, Na Mehal-e-juustujuu Hai
Na Wahaan Hawaas Pohonche.n, Na Khirad Ko Hai Rasaai
Naa Makee.n Hai Nay Makaan Hai, Naa Zameen Hai Nay Zabaan Hai
Dil-e-benawaa Ne Mere, Wahan Chhaauwni Hai Chhaaii
Naa Visaal Hai Na Hijraa.n, Naa Suroor Hai Naa Gham Hai
Jise Kahiyye Khwaab-e-ghaflat, So Woh Neend Mujh Ko Aayee
Mujhe Be-khudi Yeh Tu Ne, Bhali Chaasheni Chakhai

โฑ๏ธ Synced Lyrics
[00:30.33] Mowlaa, Mowlaa
[00:35.77] Hairat Maraaz-e-har Do Jahan, Bee-niyaaz Kard
[00:51.16] Ein Khhwab Kaar-e-daulat-e-bedar-e-mi Kunad(rumi)
[01:04.86] Khuli Jabke Chashm-e-dil-e-hazeen
[01:16.01] To Woh Nam Raha Na Tarii Rahee
[01:20.85] Hui Hairat Aisee Kuchh Aankh Per
[01:33.42] Be-asar Ki Be-asarii Rahee
[01:38.17] Padi Gosh-e-jaan Me Ajab Nida
[01:49.81] Ke Jigar Na Be-jigaree Rahee
[01:56.15] Khabar-e-tahiyyur-e-ishq Sun
[02:02.28] Na Junoon Rahaa Na Pari Rahee
[02:07.43] Na To Tuu Rahaa Na To Main Rahaa
[02:12.70] Jo Rahee So Be-khabarii Rahee
[02:20.25] Mujhe Bekhudi Yeh Tu Ne, Bhali Chaashni Chakhai
[02:45.56] Kisi Aarzo Ki Dil Mein, Nahi.n Ab Rahi Samaai
[03:15.21] Naa Hazar Hai Nay Khatar Hai, Naa Rajaa Hai Nay Dua Hai
[03:53.78] Na Khayal-e-bandagi Hai, Na Tamanna-e-khudai
[04:17.37] Mujhe Bekhudi Yeh Tu Ne, Bhali Chaasheni Chakhai
[05:06.99] Na Maqaam-e-guftugu Hai, Na Mehal-e-juustujuu Hai
[05:28.61] Na Wahaan Hawaas Pohonche.n, Na Khirad Ko Hai Rasaai
[06:28.40] Naa Makee.n Hai Nay Makaan Hai, Naa Zameen Hai Nay Zabaan Hai
[07:04.42] Dil-e-benawaa Ne Mere, Wahan Chhaauwni Hai Chhaaii
[08:05.49] Naa Visaal Hai Na Hijraa.n, Naa Suroor Hai Naa Gham Hai
[08:39.46] Jise Kahiyye Khwaab-e-ghaflat, So Woh Neend Mujh Ko Aayee
[09:23.92] Mujhe Be-khudi Yeh Tu Ne, Bhali Chaasheni Chakhai
[10:09.63]