Aisa Hi Hota Hai
๐ต 922 characters
โฑ๏ธ 4:27 duration
๐ ID: 10899374
๐ Lyrics
Kabhi kabhi
Lage ki yeh duniya
Hai mere khilaaf
Kabhi Kabhi
Lage ki saara jahaan
Hai mujhse khafaa
Ek pal ka bhi chaen mile na
Kyunki kuch bhi sahi chale na
Har sadak "Under Construction"
Har darwaza hai band
Kismat khulne ke lakshan
Dikhe naaaaaa
Aisa hi hota hai
Har taraf hi dhokha hai
Kismat ne roka hai
Par yeh pal bhi guzar jaayega
Aasman fir se khul jaayega
Ek jyotish ne bola
Tera "Bad Luck" hai kharab
Tere kundali mein
Mangal hai sawaar
Antariksh ke taaron ne bhi
Udaaya mera mazaak
Kin paapon ko dho kar loon
Apne ko riha?
Ek pal ka bhi chaen mile na
Kyunki kuch bhi sahi chale na
Har sadak "Under Construction"
Har darwaza hai band
Kismat khulne ke lakshan
Dikhe naaaaaa
Aisa hi hota hai
Har taraf hi dhokha hai
Kismat ne roka hai
Par yeh pal bhi guzar jaayega
Aasman fir se khul jaayega
Aisa hi hota hai
Har taraf hi dhokha hai
Kismat ne roka hai
Par yeh pal bhi guzar jaayega
Aasman fir se khul jaayega
Lage ki yeh duniya
Hai mere khilaaf
Kabhi Kabhi
Lage ki saara jahaan
Hai mujhse khafaa
Ek pal ka bhi chaen mile na
Kyunki kuch bhi sahi chale na
Har sadak "Under Construction"
Har darwaza hai band
Kismat khulne ke lakshan
Dikhe naaaaaa
Aisa hi hota hai
Har taraf hi dhokha hai
Kismat ne roka hai
Par yeh pal bhi guzar jaayega
Aasman fir se khul jaayega
Ek jyotish ne bola
Tera "Bad Luck" hai kharab
Tere kundali mein
Mangal hai sawaar
Antariksh ke taaron ne bhi
Udaaya mera mazaak
Kin paapon ko dho kar loon
Apne ko riha?
Ek pal ka bhi chaen mile na
Kyunki kuch bhi sahi chale na
Har sadak "Under Construction"
Har darwaza hai band
Kismat khulne ke lakshan
Dikhe naaaaaa
Aisa hi hota hai
Har taraf hi dhokha hai
Kismat ne roka hai
Par yeh pal bhi guzar jaayega
Aasman fir se khul jaayega
Aisa hi hota hai
Har taraf hi dhokha hai
Kismat ne roka hai
Par yeh pal bhi guzar jaayega
Aasman fir se khul jaayega