Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Veham

๐Ÿ‘ค Rochak Kohli & Vayu โ€ข ๐ŸŽผ Veham โ€ข โฑ๏ธ 3:28
๐ŸŽต 929 characters
โฑ๏ธ 3:28 duration
๐Ÿ†” ID: 11736764

๐Ÿ“œ Lyrics

Kal shaam se ek baat pe teri muskura raha hoon baar-baar main
Baar-baar main
Tere roz ke akhbaar mein kahin kho gaya chota sa ishtahaar main
Baar-baar main

Maine veham paal liya hai, ke tujhe paa liya hai
Ye bayaan haaliya hai mera
Na manzilon ka pata, na koi raasta hai
Ye veham aashiyan hai mera

Tu ho saamne, mujhe thaam le, karta raha us pal ka intezaar main
Baar-baar main
Tujhe kya pata, hoon kis tarah, teri aarzoo mein baitha beqaraar main
Mm, Baar-baar main

Maine veham paal liya hai, ke tujhe paa liya hai
Ye bayaan haaliya hai mera
Aisa gunaah kya kiya hai, jo tujhe chaah liya hai
Ye veham hi gawaah hai mera
Sheher ke soone shor se
Hara-bhara hai andhera mera
Yahaan pe, tu aur main ek hain
Nahi hai kuch bhi tera-mera

Aisa jahaan bana liya hai, jismein tujhe chhipa liya
Ye veham hi makaan hai mera
Maine veham paal liya hai, ke tujhe paa liya hai
Ye bayaan haaliya hai mera

Haal yeh hai mera
Haal yeh hai mera

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:11.93] Kal shaam se ek baat pe teri muskura raha hoon baar-baar main
[00:20.99] Baar-baar main
[00:24.39] Tere roz ke akhbaar mein kahin kho gaya chota sa ishtahaar main
[00:33.29] Baar-baar main
[00:36.16] Maine veham paal liya hai, ke tujhe paa liya hai
[00:42.87] Ye bayaan haaliya hai mera
[00:48.44] Na manzilon ka pata, na koi raasta hai
[00:54.84] Ye veham aashiyan hai mera
[00:59.32]
[01:22.84] Tu ho saamne, mujhe thaam le, karta raha us pal ka intezaar main
[01:31.72] Baar-baar main
[01:35.28] Tujhe kya pata, hoon kis tarah, teri aarzoo mein baitha beqaraar main
[01:43.59] Mm, Baar-baar main
[01:46.90] Maine veham paal liya hai, ke tujhe paa liya hai
[01:53.34] Ye bayaan haaliya hai mera
[01:59.20] Aisa gunaah kya kiya hai, jo tujhe chaah liya hai
[02:05.67] Ye veham hi gawaah hai mera
[02:10.17]
[02:20.66] Sheher ke soone shor se
[02:27.07] Hara-bhara hai andhera mera
[02:33.18] Yahaan pe, tu aur main ek hain
[02:39.23] Nahi hai kuch bhi tera-mera
[02:45.31] Aisa jahaan bana liya hai, jismein tujhe chhipa liya
[02:51.94] Ye veham hi makaan hai mera
[02:57.60] Maine veham paal liya hai, ke tujhe paa liya hai
[03:04.12] Ye bayaan haaliya hai mera
[03:10.33] Haal yeh hai mera
[03:16.54] Haal yeh hai mera
[03:21.75]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings