Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Pehla Nasha (From "Kuchh Bheege Alfaaz")

๐Ÿ‘ค Jubin Nautiyal โ€ข ๐ŸŽผ Pehla Nasha (From "Kuchh Bheege Alfaaz") - Single โ€ข โฑ๏ธ 3:26
๐ŸŽต 883 characters
โฑ๏ธ 3:26 duration
๐Ÿ†” ID: 12287017

๐Ÿ“œ Lyrics

Chaahe tum kuch na kaho, maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya, maine sun liya, haan

Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal, ae dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar, tu hi bata
Mmm, pehla nasha, pehla khumaar

Udta hi phiroon in hawaaon mein kahin
Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin
Udta hi phiroon in hawaaon mein kahin
Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin

Ek kar doon aasmaan aur zameen
Kaho yaaron, kya karoon, kya nahi

Pehla nasha, pehla khumaar

Usne baat ki kuch aise dhang se
Haan, usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya woh hazaron rang ke

Reh jaaun jaise main haar ke
Aur choome woh mujhe pyaar se

Mmm-mmm, pehla nasha, pehla khumaar
Mmm, naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal, ae dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar, tu hi bata

Tu hi bata, tu hi bata, haan-haan

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:00.25] Chaahe tum kuch na kaho, maine sun liya
[00:09.73] Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
[00:18.22] Chun liya, maine sun liya, haan
[00:36.58] Pehla nasha, pehla khumaar
[00:42.29] Naya pyaar hai, naya intezaar
[00:47.40] Kar loon main kya apna haal, ae dil-e-beqaraar
[00:52.83] Mere dil-e-beqaraar, tu hi bata
[00:58.46] Mmm, pehla nasha, pehla khumaar
[01:04.88]
[01:27.67] Udta hi phiroon in hawaaon mein kahin
[01:33.29] Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin
[01:42.02] Udta hi phiroon in hawaaon mein kahin
[01:47.68] Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin
[01:52.88] Ek kar doon aasmaan aur zameen
[01:58.76] Kaho yaaron, kya karoon, kya nahi
[02:05.03] Pehla nasha, pehla khumaar
[02:10.54]
[02:21.83] Usne baat ki kuch aise dhang se
[02:29.64] Haan, usne baat ki kuch aise dhang se
[02:36.17] Sapne de gaya woh hazaron rang ke
[02:41.45] Reh jaaun jaise main haar ke
[02:47.19] Aur choome woh mujhe pyaar se
[02:52.08] Mmm-mmm, pehla nasha, pehla khumaar
[02:58.14] Mmm, naya pyaar hai, naya intezaar
[03:04.46] Kar loon main kya apna haal, ae dil-e-beqaraar
[03:10.00] Mere dil-e-beqaraar, tu hi bata
[03:15.57] Tu hi bata, tu hi bata, haan-haan
[03:23.29]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings