Zameen Jaagti Hai
๐ต 949 characters
โฑ๏ธ 4:27 duration
๐ ID: 12709364
๐ Lyrics
Raat bhar diye jalte
sooraj ko humne jo kaandhe
Paanv mein andheron ke
jo humne hain jugnoo bandhein
Khudaya jo bhi jalta nazara raha
Hamare is lahoo se nikhra hua
Zameen jagti hai
ye aasmaan janta hai
Zameen mangti hai
jo aasmaan maanta hai
Rago me jo thahra
wohi bah raha hai
Salaam uspe
jo is zameen pe mita hai.
Khoon mein
nahaye hue zismon se poocho
Is zameen pe jaan
lutane ka maza hai kya
Nafraton ki saans
Phooli hai aaj kaise
Rakh jisne ghar kiya hai
uski saza hai kya
Andhere ki jo intahaa hai.
Savere ki wo ibtadaa hai.
Khudaya jo bhi jalta nazara raha
Hamare is lahoo se nikhraa hua
Zameen jagti hai
ye aasmaan janta hai.
Milke chalein to
manzilein khud aa mili hain
Sang chale to ban gaya
wo kafila hai kya
Hausla ab naa thke
tum ye to socho
Paanv bhar ka rasta
bhi faansla hai kya
Dhuko ki bas yahi saza hai
Kiya khushi ko ab riaah hai
Khudaya jogi jalta nazara raha
Hamare is lahoo se nikla hua
Zameen jagti hai
ye aasmaan janta hai.
sooraj ko humne jo kaandhe
Paanv mein andheron ke
jo humne hain jugnoo bandhein
Khudaya jo bhi jalta nazara raha
Hamare is lahoo se nikhra hua
Zameen jagti hai
ye aasmaan janta hai
Zameen mangti hai
jo aasmaan maanta hai
Rago me jo thahra
wohi bah raha hai
Salaam uspe
jo is zameen pe mita hai.
Khoon mein
nahaye hue zismon se poocho
Is zameen pe jaan
lutane ka maza hai kya
Nafraton ki saans
Phooli hai aaj kaise
Rakh jisne ghar kiya hai
uski saza hai kya
Andhere ki jo intahaa hai.
Savere ki wo ibtadaa hai.
Khudaya jo bhi jalta nazara raha
Hamare is lahoo se nikhraa hua
Zameen jagti hai
ye aasmaan janta hai.
Milke chalein to
manzilein khud aa mili hain
Sang chale to ban gaya
wo kafila hai kya
Hausla ab naa thke
tum ye to socho
Paanv bhar ka rasta
bhi faansla hai kya
Dhuko ki bas yahi saza hai
Kiya khushi ko ab riaah hai
Khudaya jogi jalta nazara raha
Hamare is lahoo se nikla hua
Zameen jagti hai
ye aasmaan janta hai.