Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Mujhe Duniyawalo Sharabi Na Samjho

๐Ÿ‘ค Mohammed Rafi โ€ข ๐ŸŽผ Leader (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 4:25
๐ŸŽต 902 characters
โฑ๏ธ 4:25 duration
๐Ÿ†” ID: 12752670

๐Ÿ“œ Lyrics

Muje duniyawaalon, sharaabee naa samajho
Main peetaa nahin hoon, pilaai gayi hai
Jahaan bekudi mein qadam ladkadaayen
Vahee raah mujko dikhaai gayi hai

Nashe mein hoon, lekin muje ye khabar hai
Ki is zindagi mein sabhee pee rahe hain

Kisi ko milee hain chhalakate pyaale
Kisi ko nazar se pilaai gayi hai
Muje duniyawaalon, sharaabee naa samajho
Main peetaa nahin hoon, pilaai gayi hai

Kisi ko nasha hai jahaan mein khushee ka

Koyi pee raha hai lahoo aadmi ka
Har ek dil mein masti rachaai gayi hai
Muje duniyawaalon, sharaabee naa samajho
Main peetaa nahin hoon, pilaai gayi hai

Zamaane ke yaaron, chalan hain niraale
Yahaan tan hain ujle, magar dil hain kaale

Ye duniyaa hai, duniyaa
Yahaan maal-o-zar mein
Dilon kee karaabi chhupaai gayi hai

Muje duniyawaalon, sharaabee naa samajho
Main peetaa nahin hoon, pilaai gayi hai
Jahaan bekudi mein qadam ladkadaayen
Vahee raah mujko dikhaai gayi hai

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:47.10] Muje duniyawaalon, sharaabee naa samajho
[00:56.77] Main peetaa nahin hoon, pilaai gayi hai
[01:04.63] Jahaan bekudi mein qadam ladkadaayen
[01:11.46] Vahee raah mujko dikhaai gayi hai
[01:18.19]
[01:31.36] Nashe mein hoon, lekin muje ye khabar hai
[01:37.91] Ki is zindagi mein sabhee pee rahe hain
[01:44.59] Kisi ko milee hain chhalakate pyaale
[01:51.13] Kisi ko nazar se pilaai gayi hai
[01:57.82] Muje duniyawaalon, sharaabee naa samajho
[02:04.67] Main peetaa nahin hoon, pilaai gayi hai
[02:11.75]
[02:24.72] Kisi ko nasha hai jahaan mein khushee ka
[02:31.63] Koyi pee raha hai lahoo aadmi ka
[02:38.14] Har ek dil mein masti rachaai gayi hai
[02:44.93] Muje duniyawaalon, sharaabee naa samajho
[02:51.59] Main peetaa nahin hoon, pilaai gayi hai
[02:58.19] Zamaane ke yaaron, chalan hain niraale
[03:04.83]
[03:21.39] Yahaan tan hain ujle, magar dil hain kaale
[03:28.06] Ye duniyaa hai, duniyaa
[03:34.76] Yahaan maal-o-zar mein
[03:38.13] Dilon kee karaabi chhupaai gayi hai
[03:41.44] Muje duniyawaalon, sharaabee naa samajho
[03:48.24] Main peetaa nahin hoon, pilaai gayi hai
[03:54.92] Jahaan bekudi mein qadam ladkadaayen
[04:01.67] Vahee raah mujko dikhaai gayi hai
[04:14.48]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings