Tum Agar Saath Dene Ka Vada Karo (From "Hamraaz")
๐ต 1254 characters
โฑ๏ธ 6:31 duration
๐ ID: 12837458
๐ Lyrics
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Tum mujhe dekh kar muskurati raho
Main tumhe dekh kar geet gaata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Kitne jalwe fizao mai bikhre magar
Main ne ab Tak kisi ko uthara nahi
Tum ko dekha toh nazre yeh kehne lagi
Hum ko chehre se hatna gawara nahi
Tum agar mere nazro ke aage raho
Mai har ek shai se nazre churata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Tum mujhe dekh kar muskurati raho
Main tumhe dekh kar geet gaata rahu
Maine khwabo mai barso tarasha jise
Tum wahi sangmar-mar ki tasveer ho
Tum na samjho tumhara muka-dar hoon mai
Mai samajta hoon tu meri takdeer ho
Tum agar mujhko apna samajne lago
Mai baharo ki mehfil sajata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Mai akela bahut der chalta raha
Ab safar zindgani ka kat ta nahi
Jab talak koi rangee Sahara na ho
Waqt ka phir jawani ka kat ta nahi
Tum agar humkadum banke chalti raho
Mai zameen par sitare bichata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Tum mujhe dekh kar muskurati raho
Main tumhe dekh kar geet gaata rahu
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Tum mujhe dekh kar muskurati raho
Main tumhe dekh kar geet gaata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Kitne jalwe fizao mai bikhre magar
Main ne ab Tak kisi ko uthara nahi
Tum ko dekha toh nazre yeh kehne lagi
Hum ko chehre se hatna gawara nahi
Tum agar mere nazro ke aage raho
Mai har ek shai se nazre churata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Tum mujhe dekh kar muskurati raho
Main tumhe dekh kar geet gaata rahu
Maine khwabo mai barso tarasha jise
Tum wahi sangmar-mar ki tasveer ho
Tum na samjho tumhara muka-dar hoon mai
Mai samajta hoon tu meri takdeer ho
Tum agar mujhko apna samajne lago
Mai baharo ki mehfil sajata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Mai akela bahut der chalta raha
Ab safar zindgani ka kat ta nahi
Jab talak koi rangee Sahara na ho
Waqt ka phir jawani ka kat ta nahi
Tum agar humkadum banke chalti raho
Mai zameen par sitare bichata rahu
Tum agar saath deene ka vaada Karo
Main yuhi mast nagme lutata rahu
Tum mujhe dekh kar muskurati raho
Main tumhe dekh kar geet gaata rahu