Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Ek Pyar Ka Nagma Hai (From "Carvaan Lounge - Season 1")

๐Ÿ‘ค Neeti Mohan/Papon โ€ข ๐ŸŽผ Ek Pyar Ka Nagma Hai (From "Carvaan Lounge - Season 1") - Single โ€ข โฑ๏ธ 4:03
๐ŸŽต 758 characters
โฑ๏ธ 4:03 duration
๐Ÿ†” ID: 1314994

๐Ÿ“œ Lyrics

Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai

Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Kuchh pa kar khona hai
Kuchh kho kar pana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umar churani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinara hoon
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hoon
Aankhon mein samandar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai

Toofan to aana hai
Aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuchh pal ka
Chhaa kar dhal jaana hai
Parchhaiyan reh jaati

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings