Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Mujhe Abbas Kehtey Hain

๐Ÿ‘ค Nadeem Sarwar โ€ข ๐ŸŽผ Karbala Ley Chal Mujhe โ€ข โฑ๏ธ 6:16
๐ŸŽต 2389 characters
โฑ๏ธ 6:16 duration
๐Ÿ†” ID: 13202523

๐Ÿ“œ Lyrics

Abbas meer lashkar
Abbas meer lashkar
Abbas meer lashkar
Abbas meer lashkar

Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Main qamr bane hashim
sardar hoon main lashkar ka
Main qamr bane hashim
sardar hoon main lashkar ka
Shabir mera Aaqa hai
main beta hoon Haider ka
main beta hoon Haider ka

nas nas main wafadari hai
mansab main alamdari hai
nas nas main wafadari hai
mansab main alamdari hai

Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Zehra ne kaha hai beta
hai saray arab main charcha
Shabbir ke dil ki taaqat
Hoon chand bani Hashim ka
Main karbala ka Haider
Jibreel bacha le shehfar
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Woh jaa O Hasham rakhta hoon
shaano pe alam rakhta hoon
lo rok sako toh roko
dariya main qadam rakhta hoon
main hashr bapa kardoon ga
sar tan se juda kardoon ga

Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Mujh ko bhi imamat milti
tauqeer meri barh jaati
peeleta jo sheer Zahra
Kaunain main thi sardari
Hoon apny padar ka saani
pathar se nichoron paani
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
talwar hain mere baazoo
hai mujh main wafa ki khushboo
main dekh nahi sakta hoon
Zainab ki nazar main aansoo
gar ghaiz main aa ke dekhu
paani main aag lagadu
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
parcham yeh mere baba ka
ta hashr rehga uncha
khaiber main mila baba ko
aur aaj hai main ne paya
parcham yeh na jhuk paaye ga
har dor main lehrai ga
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
bachon ko tasali de kr

main aya hoon darya per
bacho ki aas na tootay
bas aik dua hai lab per
paani jo na pohchaaon ga
khaimon main nahi jaaon ga

Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
be izn e wigha aya hoon
talwar nahi laya hoon
thokar main hai mere paani
seh roz ka main payasa hoon
behta hai lahu beh jaaye
bas naam e wafa reh jaaye

Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
jo teer hai tarkash main
paiwast karo nas nas main
par mashk per waar na karna
phir baat na hogi bas main
baazoo bhi kata sakta hoon
main khoon main naha sakta hoon

Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Abbas jari ka roza
hai ahl e wafa ka kaaba
ek roz rehan o sarwar
hum ne bhi yeh manzar dekha
rehta hai koi dariya per
sab jaain payas bhuja kar

Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
khaimon me naa lejanaaaa
Aaqa mere lashy ko
Sharminda na karwanaaaa
Seh roz ke payasy ko

iltemas e dua Waleed Hussain

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:00.07] Abbas meer lashkar
[00:03.07] Abbas meer lashkar
[00:05.14] Abbas meer lashkar
[00:07.57] Abbas meer lashkar
[00:09.67] Abbas kehtay hain
[00:20.18] Mujhay Abbas kehtay hain
[00:27.13] Mujhay Abbas kehtay hain
[00:33.23] Abbas kehtay hain
[00:37.28] Mujhay Abbas kehtay hain
[00:46.96] Main qamr bane hashim
[00:48.62] sardar hoon main lashkar ka
[00:51.37] Main qamr bane hashim
[00:53.02] sardar hoon main lashkar ka
[00:56.06] Shabir mera Aaqa hai
[00:57.70] main beta hoon Haider ka
[01:00.77] main beta hoon Haider ka
[01:02.63] nas nas main wafadari hai
[01:05.57] mansab main alamdari hai
[01:07.66] nas nas main wafadari hai
[01:09.31] mansab main alamdari hai
[01:11.99] Abbas kehtay hain
[01:14.23] Mujhay Abbas kehtay hain
[01:21.22] Zehra ne kaha hai beta
[01:23.07] hai saray arab main charcha
[01:25.22] Shabbir ke dil ki taaqat
[01:27.73] Hoon chand bani Hashim ka
[01:32.64] Main karbala ka Haider
[01:34.73] Jibreel bacha le shehfar
[01:41.99] Abbas kehtay hain
[01:44.09] Mujhay Abbas kehtay hain
[01:51.29] Woh jaa O Hasham rakhta hoon
[01:52.86] shaano pe alam rakhta hoon
[01:55.06] lo rok sako toh roko
[01:57.33] dariya main qadam rakhta hoon
[02:02.24] main hashr bapa kardoon ga
[02:04.34] sar tan se juda kardoon ga
[02:11.62] Abbas kehtay hain
[02:13.57] Mujhay Abbas kehtay hain
[02:20.58] Mujh ko bhi imamat milti
[02:22.10] tauqeer meri barh jaati
[02:24.74] peeleta jo sheer Zahra
[02:26.90] Kaunain main thi sardari
[02:32.07] Hoon apny padar ka saani
[02:33.76] pathar se nichoron paani
[02:41.07] Abbas kehtay hain
[02:43.07] Mujhay Abbas kehtay hain
[02:49.73] talwar hain mere baazoo
[02:52.00] hai mujh main wafa ki khushboo
[02:54.23] main dekh nahi sakta hoon
[02:56.60] Zainab ki nazar main aansoo
[03:01.32] gar ghaiz main aa ke dekhu
[03:03.43] paani main aag lagadu
[03:10.54] Abbas kehtay hain
[03:15.34] Mujhay Abbas kehtay hain
[03:19.91] parcham yeh mere baba ka
[03:21.76] ta hashr rehga uncha
[03:24.08] khaiber main mila baba ko
[03:26.46] aur aaj hai main ne paya
[03:31.69] parcham yeh na jhuk paaye ga
[03:33.37] har dor main lehrai ga
[03:40.15] Abbas kehtay hain
[03:42.08] Mujhay Abbas kehtay hain
[03:49.44] bachon ko tasali de kr
[03:51.42] main aya hoon darya per
[03:53.52] bacho ki aas na tootay
[03:55.88] bas aik dua hai lab per
[04:00.87] paani jo na pohchaaon ga
[04:02.84] khaimon main nahi jaaon ga
[04:09.76] Abbas kehtay hain
[04:11.85] Mujhay Abbas kehtay hain
[04:19.64] be izn e wigha aya hoon
[04:21.60] talwar nahi laya hoon
[04:23.96] thokar main hai mere paani
[04:25.11] seh roz ka main payasa hoon
[04:30.78] behta hai lahu beh jaaye
[04:32.83] bas naam e wafa reh jaaye
[04:39.78] Abbas kehtay hain
[04:41.81] Mujhay Abbas kehtay hain
[04:49.34] jo teer hai tarkash main
[04:51.12] paiwast karo nas nas main
[04:53.51] par mashk per waar na karna
[04:55.56] phir baat na hogi bas main
[05:00.27] baazoo bhi kata sakta hoon
[05:02.55] main khoon main naha sakta hoon
[05:09.22] Abbas kehtay hain
[05:10.67] Mujhay Abbas kehtay hain
[05:18.72] Abbas jari ka roza
[05:20.50] hai ahl e wafa ka kaaba
[05:22.93] ek roz rehan o sarwar
[05:25.02] hum ne bhi yeh manzar dekha
[05:30.27] rehta hai koi dariya per
[05:32.29] sab jaain payas bhuja kar
[05:39.40] Abbas kehtay hain
[05:41.91] Mujhay Abbas kehtay hain
[05:45.72] khaimon me naa lejanaaaa
[05:52.02] Aaqa mere lashy ko
[05:56.60] Sharminda na karwanaaaa
[06:00.89] Seh roz ke payasy ko
[06:07.76] iltemas e dua Waleed Hussain
[06:14.16]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings