Bas Ek Hi Sur Mein Ek Hi Laya Pe
๐ต 429 characters
โฑ๏ธ 1:11 duration
๐ ID: 13381777
๐ Lyrics
Bas ek hee sur mein, ek hee lay pe
Subah se dekh, dekh kaise baras raha hai udhaas paani
Phuhaar ke malmali dupattey se ud rahe hain
Tamaam mausam tapak raha hai
Palak-palak ris rahee hai ye kaayanaat saaree
Har ek shay bhig-bhig kar
Dekh kaisee bojhal see ho gayi hai
Dimaag kee geeli-geeli sochon se
Bheegee-bheegee udhaas yaaden tapak rahee hain
Thake-thake se badan mein bas dheere-dheere saanson ka
Garm dubaan jal raha hai

โฑ๏ธ Synced Lyrics
[00:16.40] Bas ek hee sur mein, ek hee lay pe
[00:19.77] Subah se dekh, dekh kaise baras raha hai udhaas paani
[00:26.58] Phuhaar ke malmali dupattey se ud rahe hain
[00:30.81] Tamaam mausam tapak raha hai
[00:34.37] Palak-palak ris rahee hai ye kaayanaat saaree
[00:41.50] Har ek shay bhig-bhig kar
[00:43.45] Dekh kaisee bojhal see ho gayi hai
[00:46.94] Dimaag kee geeli-geeli sochon se
[00:50.05] Bheegee-bheegee udhaas yaaden tapak rahee hain
[00:56.47] Thake-thake se badan mein bas dheere-dheere saanson ka
[01:01.47] Garm dubaan jal raha hai
[01:03.34]