Humne Jo Dekhe Sapne Sach Ho Gaya (with Dialogues)
๐ต 2093 characters
โฑ๏ธ 6:03 duration
๐ ID: 13771999
๐ Lyrics
Kahaan le jaa rahe ho mujhe? (Mandir mein)
Abhi-abhi keh rahe the
Hamari preet hi hamari pooja hai
Phir mandir kyun?
Bhagwaan ko apni preet
Apni pooja ka sakshi banane ke liye, aao
Bhagwaan tum donon ki jodi banaye rakhe
Dudhon nahao, pooton phalo
Bitiya ki god hari kare
Saat-saat bachche khelein aangan mein
Aajkal saath bachchon ka nahin, Pandit ji
Do ya teen bachchon ka aashirwad dijiye
Mehangaayi ka zamana hai (achchha, achchha!)
Kya keh rahe the pujaari se?
Wahi jo humein karna chahiye
Bachche do, ya zyada se zyada teen
Jaise ke yeh tumhare haath mein hai
Kyun nahin?
Apne zindagi ko, apni family ko
Plan karna khud apne haath mein hai
Hum apne bachche
Bharpur jawaani mein paida karenge
Taaki unko paalne-posne
Unko achchhi taalim dilaane ki zimmedaariyon ko
Achchhi tarah nibha sakein
Lekin suno, humare teen bachchon mein se
Do ladke honge aur ek ladki
Ji nahin, ek ladka aur do ladkiyaan (aise kyon?)
Iss liye ke ladke shararati hote hain
Sambhalna mushkil pad jaata hai (oh-ho-oh-ho!)
Ladke shararati hote hain
Jaise ladkiyaan bechari gaay hoti hain
Gaay hoti hain ya nahin, mujhe do ladkiyaan chahiye
Achchha, baba, tum chaaho toh
Do ki bajaay teenon ladkiyaan paida jar lena
Lekin Bhagwaan se maangna, apni jaisi
Humne jo dekhe sapne...
Humne jo dekhe sapne, sach go gaye woh apne
Oh, mere saajna, din aa gaye hain pyaar ke
Mere saajna, din aa gaye qaraar ke
Humne jo dekhe sapne, sach go gaye woh apne
Oh, mere saajna
Aise hi sada saj-dhaj ke meri
Aankhon mein raho jawaan tum
Aise hi sada saj-dhaj ke meri
Aankhon mein raho jawaan tum
Main chhaaya ban ke saath chaloon
Main chhaaya ban ke saath chaloon
Mujhe le chalo jahaan tum
Humne jo dekhe sapne, sach go gaye woh apne
Ho, mere saajna
Hum janam-janam ke saathi hain
Pooja hain preet hamari
Hum janam-janam ke saathi hain
Pooja hain preet hamari
Iss janam bhi tumko pa hi liya
Iss janam bhi tumko pa hi liya
Main ho gayi tumhari
Humne jo dekhe sapne, sach go gaye woh apne
Ho, mere saajna, din aa gaye hain pyaar ke

โฑ๏ธ Synced Lyrics
[00:00.58] Kahaan le jaa rahe ho mujhe? (Mandir mein)
[00:03.06] Abhi-abhi keh rahe the
[00:04.79] Hamari preet hi hamari pooja hai
[00:06.53] Phir mandir kyun?
[00:07.39] Bhagwaan ko apni preet
[00:08.84] Apni pooja ka sakshi banane ke liye, aao
[00:18.08] Bhagwaan tum donon ki jodi banaye rakhe
[00:21.05] Dudhon nahao, pooton phalo
[00:23.03] Bitiya ki god hari kare
[00:24.67] Saat-saat bachche khelein aangan mein
[00:26.77] Aajkal saath bachchon ka nahin, Pandit ji
[00:29.16] Do ya teen bachchon ka aashirwad dijiye
[00:31.27] Mehangaayi ka zamana hai (achchha, achchha!)
[00:34.66] Kya keh rahe the pujaari se?
[00:37.95] Wahi jo humein karna chahiye
[00:39.46] Bachche do, ya zyada se zyada teen
[00:43.22] Jaise ke yeh tumhare haath mein hai
[00:45.19] Kyun nahin?
[00:46.13] Apne zindagi ko, apni family ko
[00:48.05] Plan karna khud apne haath mein hai
[00:50.14] Hum apne bachche
[00:50.89] Bharpur jawaani mein paida karenge
[00:52.83] Taaki unko paalne-posne
[00:54.33] Unko achchhi taalim dilaane ki zimmedaariyon ko
[00:56.55] Achchhi tarah nibha sakein
[00:58.11] Lekin suno, humare teen bachchon mein se
[01:00.99] Do ladke honge aur ek ladki
[01:02.58] Ji nahin, ek ladka aur do ladkiyaan (aise kyon?)
[01:06.73] Iss liye ke ladke shararati hote hain
[01:08.83] Sambhalna mushkil pad jaata hai (oh-ho-oh-ho!)
[01:10.63] Ladke shararati hote hain
[01:12.31] Jaise ladkiyaan bechari gaay hoti hain
[01:14.49] Gaay hoti hain ya nahin, mujhe do ladkiyaan chahiye
[01:17.51] Achchha, baba, tum chaaho toh
[01:19.43] Do ki bajaay teenon ladkiyaan paida jar lena
[01:21.67] Lekin Bhagwaan se maangna, apni jaisi
[01:25.40]
[02:41.75] Humne jo dekhe sapne...
[02:46.02] Humne jo dekhe sapne, sach go gaye woh apne
[02:54.02] Oh, mere saajna, din aa gaye hain pyaar ke
[03:00.49] Mere saajna, din aa gaye qaraar ke
[03:06.70] Humne jo dekhe sapne, sach go gaye woh apne
[03:14.51] Oh, mere saajna
[03:18.59]
[03:37.74] Aise hi sada saj-dhaj ke meri
[03:41.87] Aankhon mein raho jawaan tum
[03:46.06] Aise hi sada saj-dhaj ke meri
[03:50.09] Aankhon mein raho jawaan tum
[03:54.23] Main chhaaya ban ke saath chaloon
[03:58.38] Main chhaaya ban ke saath chaloon
[04:02.48] Mujhe le chalo jahaan tum
[04:10.66] Humne jo dekhe sapne, sach go gaye woh apne
[04:18.74] Ho, mere saajna
[04:22.67]
[04:41.73] Hum janam-janam ke saathi hain
[04:46.15] Pooja hain preet hamari
[04:50.18] Hum janam-janam ke saathi hain
[04:54.36] Pooja hain preet hamari
[04:58.50] Iss janam bhi tumko pa hi liya
[05:02.59] Iss janam bhi tumko pa hi liya
[05:06.73] Main ho gayi tumhari
[05:14.86] Humne jo dekhe sapne, sach go gaye woh apne
[05:22.71] Ho, mere saajna, din aa gaye hain pyaar ke
[05:29.27] Mere saajna, din aa gaye qaraar ke
[05:35.49] Humne jo dekhe sapne, sach go gaye woh apne
[05:43.31] Ho, mere saajna
[05:47.47]