Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Unfelt

๐Ÿ‘ค SANKET โ€ข ๐ŸŽผ Deewana โ€ข โฑ๏ธ 3:17
๐ŸŽต 2372 characters
โฑ๏ธ 3:17 duration
๐Ÿ†” ID: 13802337

๐Ÿ“œ Lyrics

Taara toota hai jalne ko ya wo jal ke toota hai
Rabse rootha hai, abse jhootha hai
Kabse bhookha hai
Khana do usey khaane ko

Maangta hai wo aasmaan tabhi
Chaahta hai wo bhaagna nahi
Aankna nahi usko tum kabhi
Jaana hai usey jaane do

Maile panne hain kaale aansu hain
Kaisa jaadu hai, lab bekaabu hai
Baat naazuk hai, raat chaabuk hai
Gaana hai mujhe gaane do

Thoda toh rehem mujhpe rab kare
Naam leke wo baitha hai bade
Zid pe hum ade khudse kya dare
Duniya baaki hai paane ko

Aankhein khaali hain saansein jaali hai
Tere honthon pe kiski laali hai
Ponchh de issey ya mujhe mitaa
Ya manaa usey maane jo

Chaar diwaarein
Chaar hain kamre
Do hain paudhe
Chaar hain gamle
Sau bahaane
Chaar hain hamle
Do badan hain
Chaar hain chamde
Do hain pal aur
Chaar hain nakhre
Waqt kahaan ki
Waqt ko pakdein
Chaar tijori
Laakh hain pehrein
Chaar hain log
Jaane kya hain kehte

Gham ka kaafiya kam
Magar kam ye hota nahi
Ishq mai karta hu, tum karti ho
Toh kyun ham ye hota nahi

Mai tumhaare saath sota nahi
Tumhaare baghair bhi nahi
Tumhare aashiq nahi pasand magar wo
Tumse pyar karte hain toh mujhe koi bair bhi nahi

Tu meri baat samajh
Raat samajh subah hui
Baat khatam sulah hui
Na hui toh kyun bhalaa
Ya khuda kya maamla
Na akal me daakhila
Har dakhal pe gaaliyaan
Na shakal pe maafiyaan

Na shakal pe maafiyaan dikhaayi de
Na galti kya safaai de
Toot jaate aaine bhi haq mein na gawaahi de
Kya kahu? Jo tumhe khamoshiya sunaayi de
Main door jaana chahu tu na baahon se rihaayi de
Rok loge kya? Yakeen vo tod doge kya?
Mujhse upar ni hai kuch zamaana chhod doge kya?
Zindagi banoge meri maut doge na
Mere ghaav roz roz tum kuredoge toh na?
Aasmaan pe jaana hai jo tu ho raasta mera
Jo tu hi kho gyaa toh manzilon se waasta kahaan?
Main dhoondti hu khud ko par jo dhoondh paaun na
Mujhko apna kehke duniya ko saboot doge kya?

Main taara mere tootne ki na karo dua
Jo taara toota toh na phir kisi vo ek ka hua
Khwaahishein toh rakhta vo bhi hai aur tu bhi sath ki
Jisko dekhe tu vo dekha maine dekhta hua
Zamaane ko taraashe vo tu kon se bharam mein hai
Tera aaina hu main mujhse kyu sharam mein hai?
Main padhti aankhein hu teri tu bolne se kyun dare
Kyu sab mein dhoondhta hai kya mera toh tujhme hi sab hai
Dekh aankhon ko meri
Bol kya dikha?
Hum dikhe ya gham dikhe ya aur kya dikha
Main jaanti bakhoobi hu tu tha nahi mera
Phir bhi khamakhaan ye dard hai ki tu nahi mila

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:12.63] Taara toota hai jalne ko ya wo jal ke toota hai
[00:17.29] Rabse rootha hai, abse jhootha hai
[00:20.76] Kabse bhookha hai
[00:22.32] Khana do usey khaane ko
[00:25.41] Maangta hai wo aasmaan tabhi
[00:28.82] Chaahta hai wo bhaagna nahi
[00:31.89] Aankna nahi usko tum kabhi
[00:35.08] Jaana hai usey jaane do
[00:38.26] Maile panne hain kaale aansu hain
[00:41.54] Kaisa jaadu hai, lab bekaabu hai
[00:44.81] Baat naazuk hai, raat chaabuk hai
[00:47.85] Gaana hai mujhe gaane do
[00:51.00] Thoda toh rehem mujhpe rab kare
[00:54.38] Naam leke wo baitha hai bade
[00:57.56] Zid pe hum ade khudse kya dare
[01:00.68] Duniya baaki hai paane ko
[01:03.74] Aankhein khaali hain saansein jaali hai
[01:07.18] Tere honthon pe kiski laali hai
[01:10.33] Ponchh de issey ya mujhe mitaa
[01:13.36] Ya manaa usey maane jo
[01:16.47] Chaar diwaarein
[01:17.32] Chaar hain kamre
[01:18.16] Do hain paudhe
[01:18.95] Chaar hain gamle
[01:20.03] Sau bahaane
[01:20.88] Chaar hain hamle
[01:21.64] Do badan hain
[01:22.49] Chaar hain chamde
[01:23.13] Do hain pal aur
[01:24.04] Chaar hain nakhre
[01:24.99] Waqt kahaan ki
[01:25.85] Waqt ko pakdein
[01:26.53] Chaar tijori
[01:27.24] Laakh hain pehrein
[01:28.09] Chaar hain log
[01:28.65] Jaane kya hain kehte
[01:29.65] Gham ka kaafiya kam
[01:31.08] Magar kam ye hota nahi
[01:32.92] Ishq mai karta hu, tum karti ho
[01:34.82] Toh kyun ham ye hota nahi
[01:36.32] Mai tumhaare saath sota nahi
[01:38.14] Tumhaare baghair bhi nahi
[01:39.47] Tumhare aashiq nahi pasand magar wo
[01:41.32] Tumse pyar karte hain toh mujhe koi bair bhi nahi
[01:43.43] Tu meri baat samajh
[01:44.53] Raat samajh subah hui
[01:46.22] Baat khatam sulah hui
[01:47.87] Na hui toh kyun bhalaa
[01:49.42] Ya khuda kya maamla
[01:51.14] Na akal me daakhila
[01:52.73] Har dakhal pe gaaliyaan
[01:54.19] Na shakal pe maafiyaan
[01:55.46] Na shakal pe maafiyaan dikhaayi de
[01:56.59] Na galti kya safaai de
[01:58.34] Toot jaate aaine bhi haq mein na gawaahi de
[02:01.49] Kya kahu? Jo tumhe khamoshiya sunaayi de
[02:04.57] Main door jaana chahu tu na baahon se rihaayi de
[02:07.78] Rok loge kya? Yakeen vo tod doge kya?
[02:10.68] Mujhse upar ni hai kuch zamaana chhod doge kya?
[02:14.11] Zindagi banoge meri maut doge na
[02:17.13] Mere ghaav roz roz tum kuredoge toh na?
[02:20.58] Aasmaan pe jaana hai jo tu ho raasta mera
[02:23.27] Jo tu hi kho gyaa toh manzilon se waasta kahaan?
[02:26.97] Main dhoondti hu khud ko par jo dhoondh paaun na
[02:29.81] Mujhko apna kehke duniya ko saboot doge kya?
[02:33.24] Main taara mere tootne ki na karo dua
[02:36.22] Jo taara toota toh na phir kisi vo ek ka hua
[02:39.38] Khwaahishein toh rakhta vo bhi hai aur tu bhi sath ki
[02:42.72] Jisko dekhe tu vo dekha maine dekhta hua
[02:45.86] Zamaane ko taraashe vo tu kon se bharam mein hai
[02:49.18] Tera aaina hu main mujhse kyu sharam mein hai?
[02:51.94] Main padhti aankhein hu teri tu bolne se kyun dare
[02:55.30] Kyu sab mein dhoondhta hai kya mera toh tujhme hi sab hai
[02:58.95] Dekh aankhon ko meri
[03:00.67] Bol kya dikha?
[03:02.21] Hum dikhe ya gham dikhe ya aur kya dikha
[03:05.28] Main jaanti bakhoobi hu tu tha nahi mera
[03:08.28] Phir bhi khamakhaan ye dard hai ki tu nahi mila
[03:11.80]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings