Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Tere Bina Zindagi Se - With Narration

๐Ÿ‘ค Lata Mangeshkar, Kishore Kumar โ€ข ๐ŸŽผ Aandhi โ€ข โฑ๏ธ 6:23
๐ŸŽต 1598 characters
โฑ๏ธ 6:23 duration
๐Ÿ†” ID: 13809452

๐Ÿ“œ Lyrics

R. D. Burman ko
Western music dene ka bahut shauq hai
Lekin iska yeh matlab nahin hai
Hindustani music nahin de sakte
Bahut khoobsurati se de sakte hain

S. D. Burman ke ladke hain woh
Agar baap mein itni salaahiyyat hai
Toh beta bhi peechhe nahin reh sakta
Lekin agar zara hatke banaaye
Toh bahut khoobsurati se ban sakta hai unka music

Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
Tere bina zindagi se shikwa toh nahin

Kaash aisa ho, tere qadmon se
Chun ke manzil chale aur kahin, door kahin
Kaash aisa ho, tere qadmon se
Chun ke manzil chale aur kahin, door kahin

Tum 'gar saath ho, manzilon ki kami toh nahin
Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin

Jee mein aata hai, tere daaman mein
Sar chhupa ke hum rote rahein, rote rahein
Jee mein aata hai, tere daaman mein
Sar chhupa ke hum rote rahein, rote rahein

Teri bhi aankhon mein aansuon ki nami toh nahin
Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin

Tum jo keh do toh aaj ki raat
Chaand dubega nahin, raat ko rok lo
Tum jo keh do toh aaj ki raat
Chaand dubega nahin, raat ko rok lo

Raat ki baat hai, aur zindagi baaqi toh nahin
Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
Tere bina zindagi se shikwa toh nahin

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:07.22] R. D. Burman ko
[00:09.28] Western music dene ka bahut shauq hai
[00:11.83] Lekin iska yeh matlab nahin hai
[00:13.58] Hindustani music nahin de sakte
[00:15.95] Bahut khoobsurati se de sakte hain
[00:17.64] S. D. Burman ke ladke hain woh
[00:19.87] Agar baap mein itni salaahiyyat hai
[00:22.97] Toh beta bhi peechhe nahin reh sakta
[00:25.35] Lekin agar zara hatke banaaye
[00:28.26] Toh bahut khoobsurati se ban sakta hai unka music
[00:32.17]
[00:58.96] Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahin
[01:08.65] Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
[01:17.16] Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahin
[01:26.72] Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
[01:35.49] Tere bina zindagi se shikwa toh nahin
[01:43.42]
[01:58.33] Kaash aisa ho, tere qadmon se
[02:03.65] Chun ke manzil chale aur kahin, door kahin
[02:13.94] Kaash aisa ho, tere qadmon se
[02:19.18] Chun ke manzil chale aur kahin, door kahin
[02:29.83] Tum 'gar saath ho, manzilon ki kami toh nahin
[02:40.12] Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahin
[02:49.74] Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
[02:59.13]
[03:18.60] Jee mein aata hai, tere daaman mein
[03:23.88] Sar chhupa ke hum rote rahein, rote rahein
[03:34.27] Jee mein aata hai, tere daaman mein
[03:39.52] Sar chhupa ke hum rote rahein, rote rahein
[03:50.03] Teri bhi aankhon mein aansuon ki nami toh nahin
[03:59.92] Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahin
[04:09.51] Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
[04:17.89] Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahin
[04:27.11] Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
[04:36.36]
[04:55.13] Tum jo keh do toh aaj ki raat
[05:00.27] Chaand dubega nahin, raat ko rok lo
[05:10.36] Tum jo keh do toh aaj ki raat
[05:15.32] Chaand dubega nahin, raat ko rok lo
[05:25.62] Raat ki baat hai, aur zindagi baaqi toh nahin
[05:35.48] Tere bina zindagi se koi shikwa toh nahin
[05:44.89] Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
[05:53.10] Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahin
[06:02.43] Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
[06:10.76] Tere bina zindagi se shikwa toh nahin
[06:19.36]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings