Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Qaraar

๐Ÿ‘ค Sanjay Leela Bhansali โ€ข ๐ŸŽผ Sukoon โ€ข โฑ๏ธ 5:47
๐ŸŽต 989 characters
โฑ๏ธ 5:47 duration
๐Ÿ†” ID: 13890133

๐Ÿ“œ Lyrics

Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Wahi yaani vaada nibaah ka
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Woh naye gile, woh shikaayatein
Woh naye gile, woh shikaayatein
Woh maze-maze ki hikaayatein

Woh har ek baat pe roothna
Woh har ek baat pe roothna
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Koyi baat aisi agar huyi
Jo tumhare jee ko buri lage
Koyi baat aisi agar huyi
Jo tumhare jee ko buri lage

Toh bayaan se pehle hi bhoolna
Toh bayaan se pehle hi bhoolna
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Jise aap ginte the aashna
Jise aap kehte the ba-wafa

Main wahi hoon 'Momin'-e-mubtala
Main wahi hoon 'Momin'-e-mubtala
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:28.71] Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
[00:35.62] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[00:42.63] Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
[00:49.70] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[00:56.79] Wahi yaani vaada nibaah ka
[01:03.68] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[01:10.76] Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
[01:17.71] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[01:25.38]
[01:38.53] Woh naye gile, woh shikaayatein
[01:52.55] Woh naye gile, woh shikaayatein
[01:59.67] Woh maze-maze ki hikaayatein
[02:06.70] Woh har ek baat pe roothna
[02:17.28] Woh har ek baat pe roothna
[02:24.21] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[02:31.19] Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
[02:38.26] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[02:45.66]
[02:59.25] Koyi baat aisi agar huyi
[03:06.20] Jo tumhare jee ko buri lage
[03:13.20] Koyi baat aisi agar huyi
[03:20.14] Jo tumhare jee ko buri lage
[03:27.21] Toh bayaan se pehle hi bhoolna
[03:37.76] Toh bayaan se pehle hi bhoolna
[03:44.79] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[03:51.67] Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
[03:58.79] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[04:06.82]
[04:19.65] Jise aap ginte the aashna
[04:26.61] Jise aap kehte the ba-wafa
[04:33.61] Main wahi hoon 'Momin'-e-mubtala
[04:44.20] Main wahi hoon 'Momin'-e-mubtala
[04:51.21] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[04:58.13] Woh jo hum mein, tum mein qaraar tha
[05:05.10] Tumhein yaad ho ke na yaad ho
[05:13.03]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings