Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Na Thha Kuchh Toh Khuda Tha

๐Ÿ‘ค Jagjit Singh โ€ข ๐ŸŽผ Main Ghalib โ€ข โฑ๏ธ 2:59
๐ŸŽต 530 characters
โฑ๏ธ 2:59 duration
๐Ÿ†” ID: 13924904

๐Ÿ“œ Lyrics

Naa tha kuch to khuda tha
Kuch naa hota to khuda hota

Naa tha kuch to khuda tha
Kuch naa hota to khuda hota
Duboya mujh ko hone ne
Naa hota main to kya hota?

Hua jab gam se yoon behis
To gam kya sar ke katane ka?

Hua jab gam se yoon behis
To gam kya sar ke katane ka?
Naa hota 'gar juda tan se
To zaanu par dharaa hota

Huee muddat ki gaalib mar gaya
Par yaad aathaa hai

Huee muddat ki gaalib mar gaya
Par yaad aathaa hai
Vo har ek baath par kehna
Ki yoon hota to kya hota?

Ki yoon hota to kya hota?
Ki yoon hota to kya hota?

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings