Guroor
๐ต 1128 characters
โฑ๏ธ 4:41 duration
๐ ID: 14157307
๐ Lyrics
Aadmi ki aukaat se badh kar
Uske dabe hue khwaab chupe andar
Sab luta dega woh iss jhoothe junoon mein
Iss jhoothe junoon mein
Yahi aadmi ka guroor hai
Yahi aadmi ka guroor
Pata hai aadat aur chaahat mein kya farak hai?
Ek ki kami mehsoos hoti
Doosre ki talab hai
Ek ko paane ka junoon
Doosre ki khwaahish
Khudse kehkar jhooth
Pooche guroor ki farmaaish
Majboor insaan baandhe anginat khwaab
Jab khwaab na ho poore kare anginat baat
Baaton mein jhalakti uski kapati saadhgi
Sab chod gaye saath
Guroor leke chalta aaj bhi
Gale mein dhuaan aur uske kaale rang ki saans
Baal safed par junoon ki phir bhi talaash
Soche woh samajh paate unkahe alfaaz
Taaki samjhe jazbaat jab sirf woh reh laash
Samjhaao matt mujhe
Mai maan jaaunga
Apne aansoon ek baar phir dabaaunga
Wafadaar hai mere aksh ya dhokhebaaz?
Yeh duniya ko samajhte hue bhi nahi aate baahar
Gum ki baat
Gum bhi gawaa chuka hoon mai
Aadhi raat pooche woh sawaal
Bataaun kaise?
Bataaun kaise ki ab saare gum manaa liye
Khushi ko ab bulaaun kaise?
Aadmi ki aukaat
Majboor insaan baandhe khwaab
Jab khwaab na ho poore kare anginat baat
Karega woh kab khud par vishvaas?

โฑ๏ธ Synced Lyrics
[00:00.04] Aadmi ki aukaat se badh kar
[00:03.70] Uske dabe hue khwaab chupe andar
[00:06.54] Sab luta dega woh iss jhoothe junoon mein
[00:10.92] Iss jhoothe junoon mein
[00:13.47] Yahi aadmi ka guroor hai
[00:16.61] Yahi aadmi ka guroor
[00:19.33] Pata hai aadat aur chaahat mein kya farak hai?
[00:22.42] Ek ki kami mehsoos hoti
[00:24.13] Doosre ki talab hai
[00:25.51] Ek ko paane ka junoon
[00:27.44] Doosre ki khwaahish
[00:29.08] Khudse kehkar jhooth
[00:30.40] Pooche guroor ki farmaaish
[00:32.18] Majboor insaan baandhe anginat khwaab
[00:35.58] Jab khwaab na ho poore kare anginat baat
[00:38.65] Baaton mein jhalakti uski kapati saadhgi
[00:41.84] Sab chod gaye saath
[00:43.09] Guroor leke chalta aaj bhi
[00:45.04] Gale mein dhuaan aur uske kaale rang ki saans
[00:48.21] Baal safed par junoon ki phir bhi talaash
[00:51.49] Soche woh samajh paate unkahe alfaaz
[00:54.25] Taaki samjhe jazbaat jab sirf woh reh laash
[00:58.42] Samjhaao matt mujhe
[01:00.02] Mai maan jaaunga
[01:04.54] Apne aansoon ek baar phir dabaaunga
[01:10.78] Wafadaar hai mere aksh ya dhokhebaaz?
[01:17.24] Yeh duniya ko samajhte hue bhi nahi aate baahar
[01:49.48] Gum ki baat
[01:51.54] Gum bhi gawaa chuka hoon mai
[01:56.14] Aadhi raat pooche woh sawaal
[01:59.99] Bataaun kaise?
[02:03.19] Bataaun kaise ki ab saare gum manaa liye
[02:09.86] Khushi ko ab bulaaun kaise?
[02:14.54] Aadmi ki aukaat
[02:20.61] Majboor insaan baandhe khwaab
[02:27.14] Jab khwaab na ho poore kare anginat baat
[02:33.76] Karega woh kab khud par vishvaas?
[02:40.25]