Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Gir Gaya Jhumka Girne Do

๐Ÿ‘ค Lata Mangeshkar โ€ข ๐ŸŽผ Jugnu (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 4:20
๐ŸŽต 1230 characters
โฑ๏ธ 4:20 duration
๐Ÿ†” ID: 14249384

๐Ÿ“œ Lyrics

Gir gaya jhumkaa girane do
Kho gayee mundari khone do
Ud gayee chunaree udne do
Kaahe ka dar hai bali umr hai
Chodo bahaana na na
Gir gaya jhumkaa girane do
Kho gayee mundari khone do
Ud gayee chunaree udne do
Kaahe ka dar hai bali umr hai
Are chodo bahaana na na
Gir gaya jhumkaa

Aaja na na
Aaja aaja aaja na na
Haan haan na na na na

Puuchhenge yah saba muje
Aayi kahaan se too hasina
Rang bhare hontho ka
Rang bhalaa kisne chhina
Kehna chaman ke phoolo ne
Mera rup churaake rakh liya ...ooi kya huwa

Chubh gaya kanta chubhane do
Khul gaya gajra khulne do
Mit gaya kajraa mitane do
Kaahe ka dar hai bali umr hai
Are chodo bahaana uunhun

Gir gaya jhumkaa

Sharbati aankhon se do ghunth pine do mujko
Reshmi julfon ke saaye mein jeene do mujko
Mein maan jaatee lekin dhadkate dil ne manaa kar diya
Haay haay kya huwa
Ho gayi mushkil hone do
Khil gayee kaliyaan khilne do
Aa gae bhanware aanae do
Kaahe ka dar hai bali umr hai
Are chodo bahaana na na
Gir gaya jhumkaa

Aahista aahista
Chhedo dilon kee kahaani
Kya karu maane na meri javanee deewaanii
Aise deewaane tum nahin the
Yah tumko kya ho gaya ...gaya kya huwa
Chal gaya jaadoo chalne do are
Are sudhabudh khoi khone do
Aa gaya koyi aanae do
Kaahe ka dar hai bali umr hai

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings