Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Bikharti Zulf Ki Parchayan

๐Ÿ‘ค Ghulam Ali โ€ข ๐ŸŽผ Greatest Ghazal Hits โ€ข โฑ๏ธ 6:07
๐ŸŽต 958 characters
โฑ๏ธ 6:07 duration
๐Ÿ†” ID: 14305796

๐Ÿ“œ Lyrics

Bikharati zulf ki
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do
Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do
Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do

Ye lahar lahar badan tut hi na jaaye kahi
Ye lahar lahar badan tut hi na jaaye kahi
Ye lahar lahar badan tut hi na jaaye kahi
Khumaar e husn ki angdaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do

Main tumko yaad karun aur tum chale aao
Main tumko yaad karun aur tum chale aao
Main tumko yaad karun aur tum chale aao
Mohabbaton ki ye sachaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do

Main dub jaaun tumhari udaas aankho me
Main dub jaaun tumhari udaas aankho me
Main dub jaaun tumhari udaas aankho me
Tum apne dard ki gehraaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do
Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings