Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Bas Tu Hai

๐Ÿ‘ค Clinton Cerejo โ€ข ๐ŸŽผ 3 Storeys โ€ข โฑ๏ธ 4:23
๐ŸŽต 957 characters
โฑ๏ธ 4:23 duration
๐Ÿ†” ID: 14428770

๐Ÿ“œ Lyrics

Tum jo ek pal ko mud jaate
Kya pata raste jud jaate
Saare sapne yunhi dhul gaye
Soch ke tumko naina rul gaye

Thodi baatein, thode siqve, thodi guftagu
Hai
Ab bas main hoon meri yaadein, aur ye justju
Hai

Bas tu hai, haan tu hai
Aur siyahi si tanhaai, bas tu hai
Bas tu hai, haan tu hai

Aur siyahi si tanhaai, bas tu hai

Tum jo ek pal ko mud jaate
Pankh bina dono ud jaate
Kuch bhi na bole bas tum gaye

Dhoondhne mein tumko
Hum hi gum gaye
Ab toh ik pal hans doon, aur agle hi pal ro loon
Tu kahaan hai?
Kehna chaahun to bhi bolo kis se main bolun
Tu kahaan hai?

Bas tu hai, haan tu hai, aur siyahi si tanhaai bas tu hai
Bas tu hai, haan tu hai, aur siyahi si tanhaai bas tu hai

Bas tu hai lambi raatein, kore din hai
Hum toh aadhe tere bin hai
Haan sooni aankhein
Ab bhi taake
Tu kahaan hai
Bas tu hai, haan tu hai, aur siyahhi si tanhaai
Bas tu hai
Haan tu hai, tu hai, aur siyahhi si tanhaai
Bas tu hai...
Hmmm... Bas tu hai...
Onh... Bas tu hai...

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:22.21] Tum jo ek pal ko mud jaate
[00:26.57] Kya pata raste jud jaate
[00:32.72] Saare sapne yunhi dhul gaye
[00:37.23] Soch ke tumko naina rul gaye
[00:42.83] Thodi baatein, thode siqve, thodi guftagu
[00:48.88] Hai
[00:53.75] Ab bas main hoon meri yaadein, aur ye justju
[00:59.89] Hai
[01:04.55] Bas tu hai, haan tu hai
[01:10.09] Aur siyahi si tanhaai, bas tu hai
[01:15.57] Bas tu hai, haan tu hai
[01:21.09] Aur siyahi si tanhaai, bas tu hai
[01:27.20]
[01:38.68] Tum jo ek pal ko mud jaate
[01:43.00] Pankh bina dono ud jaate
[01:49.43] Kuch bhi na bole bas tum gaye
[01:53.47] Dhoondhne mein tumko
[01:56.66] Hum hi gum gaye
[01:59.56] Ab toh ik pal hans doon, aur agle hi pal ro loon
[02:05.31] Tu kahaan hai?
[02:10.24] Kehna chaahun to bhi bolo kis se main bolun
[02:16.22] Tu kahaan hai?
[02:20.98] Bas tu hai, haan tu hai, aur siyahi si tanhaai bas tu hai
[02:31.71] Bas tu hai, haan tu hai, aur siyahi si tanhaai bas tu hai
[02:43.63]
[03:03.25] Bas tu hai lambi raatein, kore din hai
[03:10.08] Hum toh aadhe tere bin hai
[03:15.53] Haan sooni aankhein
[03:18.39] Ab bhi taake
[03:21.15] Tu kahaan hai
[03:26.56] Bas tu hai, haan tu hai, aur siyahhi si tanhaai
[03:34.41] Bas tu hai
[03:37.58] Haan tu hai, tu hai, aur siyahhi si tanhaai
[03:46.07] Bas tu hai...
[03:51.59] Hmmm... Bas tu hai...
[03:59.31] Onh... Bas tu hai...
[04:10.00]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings