Nishaan
๐ต 1593 characters
โฑ๏ธ 3:25 duration
๐ ID: 14440426
๐ Lyrics
Lautna hai
Laute kahan?
Dhundu main ghar
Ya uske nishaan?
Lautna hai
Laute kahan?
Dhundu main ghar
Ya uske nishaan?
Kaun hai pare, kaun hai mera?
Kya main zamaane se peeche khada?
Kya woh mujhe samajh na sake?
Ya jaante mujhko ye mujhse bhi zyaada?
Hun main bura, main teri tarah
Main bhi toh khaamiyo se hi bana
Dhundu main ghar, main teri tarah
Na hai deewarein, woh na koi makaan
Na woh ajnabee, na main laapata
Tu le ghar chala, main beghar khada
De ghar mujhe, main beghar na tha
Dhundu main usko ya uske nishaan?
Lautna hai
Laute kahan?
Dhundu main ghar
Ya uske nishaan?
Lautna hai
Laute kahan?
Dhundu main ghar...
Main kaise gaake saari baatein bataun?
Suro mein khojata hai baaton ka bhao
Waadon ke peeche mujhe dikhta shaq
Kaise main jaake mere waade kar aaun?
Khayal jo bhi zehen mein, nikaal deta kalam isse chupta ni kuch
Puri zindagi main khada raha, aate jaate log rahe, kash kabhi ruk jaate kuch
Mere dil se main puchu, kya tu thak sa gaya hai?
Kabhi kabhi ise chubhta ni kuch
Mere kadmon ke jute bandhe abhi bhi, shayad ye mere jaise ni, hai hausla atoot
Meri kalah mere jeene ki wajah, mere gaane mere maut ka saboot
Siwa inke main kama lunga bohot, siwa inke main gawa dunga khud ko
Kaise saza du main khud ko?
Mat dena us aag ka pata koi, jaha jaake sare jala saku dukh
Rahu sawalon mein khush, pata hawale ni kuch
Jo hai saath wahi sabkuch is baat ko samajhne mein khona pada khoob
Mujhe rona pada khoob
Pareshaan main, ab dhundta hu ghar, use chhod aya tha kyun?

โฑ๏ธ Synced Lyrics
[00:18.43] Lautna hai
[00:20.61] Laute kahan?
[00:22.79] Dhundu main ghar
[00:24.71] Ya uske nishaan?
[00:27.13] Lautna hai
[00:29.47] Laute kahan?
[00:31.25] Dhundu main ghar
[00:33.22] Ya uske nishaan?
[00:35.42] Kaun hai pare, kaun hai mera?
[00:39.78] Kya main zamaane se peeche khada?
[00:44.29] Kya woh mujhe samajh na sake?
[00:48.40] Ya jaante mujhko ye mujhse bhi zyaada?
[00:53.33] Hun main bura, main teri tarah
[00:57.26] Main bhi toh khaamiyo se hi bana
[01:01.86] Dhundu main ghar, main teri tarah
[01:06.39] Na hai deewarein, woh na koi makaan
[01:10.22] Na woh ajnabee, na main laapata
[01:14.58] Tu le ghar chala, main beghar khada
[01:19.38] De ghar mujhe, main beghar na tha
[01:23.66] Dhundu main usko ya uske nishaan?
[01:27.93] Lautna hai
[01:30.13] Laute kahan?
[01:32.44] Dhundu main ghar
[01:34.57] Ya uske nishaan?
[01:36.75] Lautna hai
[01:38.89] Laute kahan?
[01:41.38] Dhundu main ghar...
[01:44.53] Main kaise gaake saari baatein bataun?
[01:46.66] Suro mein khojata hai baaton ka bhao
[01:48.90] Waadon ke peeche mujhe dikhta shaq
[01:51.07] Kaise main jaake mere waade kar aaun?
[01:54.08] Khayal jo bhi zehen mein, nikaal deta kalam isse chupta ni kuch
[01:57.61] Puri zindagi main khada raha, aate jaate log rahe, kash kabhi ruk jaate kuch
[02:02.07] Mere dil se main puchu, kya tu thak sa gaya hai?
[02:04.50] Kabhi kabhi ise chubhta ni kuch
[02:06.35] Mere kadmon ke jute bandhe abhi bhi, shayad ye mere jaise ni, hai hausla atoot
[02:10.75] Meri kalah mere jeene ki wajah, mere gaane mere maut ka saboot
[02:15.25] Siwa inke main kama lunga bohot, siwa inke main gawa dunga khud ko
[02:19.67] Kaise saza du main khud ko?
[02:21.67] Mat dena us aag ka pata koi, jaha jaake sare jala saku dukh
[02:25.64] Rahu sawalon mein khush, pata hawale ni kuch
[02:28.87] Jo hai saath wahi sabkuch is baat ko samajhne mein khona pada khoob
[02:32.17] Mujhe rona pada khoob
[02:33.48] Pareshaan main, ab dhundta hu ghar, use chhod aya tha kyun?
[02:37.03] Lautna hai
[02:39.83] Laute kahan?
[02:42.49] Dhundu main ghar
[02:44.16] Ya uske nishaan?
[02:46.42] Lautna hai
[02:48.67] Laute kahan?
[02:51.12] Dhundu main ghar...
[02:54.46]