Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Apsara

๐Ÿ‘ค SickLot โ€ข ๐ŸŽผ Apsara โ€ข โฑ๏ธ 3:09
๐ŸŽต 1804 characters
โฑ๏ธ 3:09 duration
๐Ÿ†” ID: 14518186

๐Ÿ“œ Lyrics

Tum
Woh apsara jo ho kitaabon me kahin dafan
Main dhoondta raha tumhe na koi bhi khabar
Bas kehta ki
Tu mil bhi ja
Mil bhi ja
Meri jaan
Ab ho gayi subaah
Tu aa bhi ja
Tera intezaar hai
Abhi bhi tujhse pyaar hai
Jeene ko kuch hai nahi
Teri aankhein hi yaad hai
Kehta mil bhi ja
Mil bhi ja
Meri jaan
Teri ye raahein main
Pukaarun

Ek ehsaan kardo mujhpe
Zindagi aasan kardo mujhpar
Binti ke insaan samjho mujhko
Bhale hi mehmaan kardo mujhko
Samajhdaar ko ishaara kaafi hai
Par tum ishq mein gawaar samjho mujhko
Mohabbat apni bech jo rahe ho
Ek din ke liye bazaar samjho mujhko
Banjaara hoon main, tum ghar the mere
Kaash, Lekin, Tum agar the mere
Kamiyan thi haan, par jaise the sanam the mere
Ab na ban sakoge jaana iss janam mein mere
Majboori meri, Marzi teri hai
Aasmaan mein, Ye zameen teri hai
Galtiyon ka aadi, kya kami teri hai?
Kya karunga ruk kar, Tu gham hi de rahi hai

Tune chhoda akela
Kyun
Tu mera na main kyun hoon tera?
Tere bina chhaaya andhera
Main haara tha tujhko
Main haara samay tha
Abhi main dhoondhoon
Aashqui teri
Tujhe log mile naye
Tabse baat bhi nahi
Mujhe
Karti hogi ab tu yaad bhi nahi
Ab tu maanti to maanti hai khaak bhi nahi

Main sota kam par mere sapne hai kaafi zyada
Tujhko paana ya chahna jaana hai kya iraada
Dil tha poora mera kar gayi tu aadha aadha
Tere bin pata chala kya hota sona bin sirhaana
Dil ab aansuo ko rokta nahi hai
Tujhe jaane se ye rokta nahi hai
Fazool baatein lagti ab mohabbatein
Kaise dil lagayein, sochta nahi hai

Tum
Woh apsara jo ho kitaabon me kahin dafan
Main dhoondta raha tumhe na koi bhi khabar
Bas kehta ki
Tu mil bhi ja
Mil bhi ja
Meri jaan
Ab ho gayi subaah
Tu aa bhi ja
Tera intezaar hai
Abhi bhi tujhse pyaar hai
Jeene ko kuch hai nahi
Teri aankhein hi yaad hai
Kehta mil bhi ja
Mil bhi ja
Meri jaan
Teri ye raahein main
Pukaarun

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:20.05] Tum
[00:21.10] Woh apsara jo ho kitaabon me kahin dafan
[00:25.77] Main dhoondta raha tumhe na koi bhi khabar
[00:30.57] Bas kehta ki
[00:31.98] Tu mil bhi ja
[00:33.08] Mil bhi ja
[00:34.03] Meri jaan
[00:35.50] Ab ho gayi subaah
[00:37.54] Tu aa bhi ja
[00:39.20] Tera intezaar hai
[00:41.33] Abhi bhi tujhse pyaar hai
[00:43.94] Jeene ko kuch hai nahi
[00:45.95] Teri aankhein hi yaad hai
[00:49.04] Kehta mil bhi ja
[00:50.52] Mil bhi ja
[00:51.46] Meri jaan
[00:53.09] Teri ye raahein main
[00:55.16] Pukaarun
[01:00.49] Ek ehsaan kardo mujhpe
[01:02.68] Zindagi aasan kardo mujhpar
[01:05.15] Binti ke insaan samjho mujhko
[01:07.39] Bhale hi mehmaan kardo mujhko
[01:09.85] Samajhdaar ko ishaara kaafi hai
[01:12.13] Par tum ishq mein gawaar samjho mujhko
[01:14.53] Mohabbat apni bech jo rahe ho
[01:17.09] Ek din ke liye bazaar samjho mujhko
[01:19.77] Banjaara hoon main, tum ghar the mere
[01:22.05] Kaash, Lekin, Tum agar the mere
[01:24.56] Kamiyan thi haan, par jaise the sanam the mere
[01:26.76] Ab na ban sakoge jaana iss janam mein mere
[01:29.45] Majboori meri, Marzi teri hai
[01:32.20] Aasmaan mein, Ye zameen teri hai
[01:34.77] Galtiyon ka aadi, kya kami teri hai?
[01:37.22] Kya karunga ruk kar, Tu gham hi de rahi hai
[01:40.07] Tune chhoda akela
[01:41.53] Kyun
[01:42.48] Tu mera na main kyun hoon tera?
[01:44.22] Tere bina chhaaya andhera
[01:46.25] Main haara tha tujhko
[01:47.63] Main haara samay tha
[01:49.41] Abhi main dhoondhoon
[01:50.76] Aashqui teri
[01:51.37] Tujhe log mile naye
[01:52.26] Tabse baat bhi nahi
[01:53.62] Mujhe
[01:54.37] Karti hogi ab tu yaad bhi nahi
[01:56.12] Ab tu maanti to maanti hai khaak bhi nahi
[01:58.69] Main sota kam par mere sapne hai kaafi zyada
[02:01.54] Tujhko paana ya chahna jaana hai kya iraada
[02:04.02] Dil tha poora mera kar gayi tu aadha aadha
[02:06.27] Tere bin pata chala kya hota sona bin sirhaana
[02:08.79] Dil ab aansuo ko rokta nahi hai
[02:11.21] Tujhe jaane se ye rokta nahi hai
[02:13.62] Fazool baatein lagti ab mohabbatein
[02:16.23] Kaise dil lagayein, sochta nahi hai
[02:18.62] Tum
[02:19.91] Woh apsara jo ho kitaabon me kahin dafan
[02:24.69] Main dhoondta raha tumhe na koi bhi khabar
[02:29.47] Bas kehta ki
[02:30.56] Tu mil bhi ja
[02:31.84] Mil bhi ja
[02:32.92] Meri jaan
[02:34.47] Ab ho gayi subaah
[02:36.52] Tu aa bhi ja
[02:38.33] Tera intezaar hai
[02:40.14] Abhi bhi tujhse pyaar hai
[02:42.44] Jeene ko kuch hai nahi
[02:45.02] Teri aankhein hi yaad hai
[02:47.56] Kehta mil bhi ja
[02:48.99] Mil bhi ja
[02:50.23] Meri jaan
[02:51.76] Teri ye raahein main
[02:54.06] Pukaarun
[02:56.70]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings