Home 🎬 Bollywood 🎵 Pakistani 🎤 English Pop

Kahani Suno 2.0

👤 Kaifi Khalil • 613M plays 🎼 Kahani Suno 2.0 ⏱️ 2:53
🎵 961 characters
⏱️ 2:53 duration
🆔 ID: 14619988

📜 Lyrics

Kahaani suno, haan, zabaani suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Kahaani suno, haan, zabaani suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha

Deewana hua, mastaana hua
Teri chaahat mein kitna fasaana hua
Tere aane ki khushbu, tere jaane ka manzar
Tujhe milna padega, ab zamaana hua

Sadaayein suno, haan, jafaayein suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha

Hai tamanna hamein, tumhein dulhan banaayein
Tere haathon pe mehndi apne naam ki sajaayein
Teri le lein balaayein, tere sadqe utaarein
Hai tamanna hamein, tumhein apna banaayein

Nahiin mushkil wafa, zara dekho yahaan
Teri aankhon mein bastaa hai mera jahaan
Kabhi sun to zara jo main kah na saka
Meri duniya tumhi ho, tumhi aasra

Duaayein suno, haan, sazaayein suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Kahaani suno, haan, zabaani suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha

Mujhe pyaar hua tha
Pyaar hua tha
Pyaar hua tha
Pyaar hua tha

⏱️ Synced Lyrics

[00:20.51] Kahaani suno, haan, zabaani suno
[00:25.28] Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
[00:30.94] Kahaani suno, haan, zabaani suno
[00:36.06] Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
[00:41.37] Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
[00:56.31] Deewana hua, mastaana hua
[01:01.59] Teri chaahat mein kitna fasaana hua
[01:06.63] Tere aane ki khushbu, tere jaane ka manzar
[01:11.72] Tujhe milna padega, ab zamaana hua
[01:17.38] Sadaayein suno, haan, jafaayein suno
[01:22.03] Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
[01:27.14] Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
[01:32.45] Hai tamanna hamein, tumhein dulhan banaayein
[01:37.33] Tere haathon pe mehndi apne naam ki sajaayein
[01:42.69] Teri le lein balaayein, tere sadqe utaarein
[01:47.90] Hai tamanna hamein, tumhein apna banaayein
[01:52.90] Nahiin mushkil wafa, zara dekho yahaan
[01:58.27] Teri aankhon mein bastaa hai mera jahaan
[02:03.26] Kabhi sun to zara jo main kah na saka
[02:08.33] Meri duniya tumhi ho, tumhi aasra
[02:14.05] Duaayein suno, haan, sazaayein suno
[02:18.95] Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
[02:24.43] Kahaani suno, haan, zabaani suno
[02:29.28] Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
[02:34.38] Mujhe pyaar hua tha
[02:37.20] Pyaar hua tha
[02:39.85] Pyaar hua tha
[02:42.30] Pyaar hua tha
[02:44.87]

⭐ Rate These Lyrics

Average: 0.0/5 • 0 ratings