Raasta
๐ต 740 characters
โฑ๏ธ 5:29 duration
๐ ID: 15190724
๐ Lyrics
Dhalti ye raat aur me tanha yahan
Teri hi yaad dil me thamay chala
Keh na saka tum se chaha jo tha
Sooni he aaj dil ki ye daastan
Raasta soona mera he ye
Par na he koi gham mujko yun haar kay
Chaha tujhay har pal, janay bhi he juda meri raah tumse
Adhoora hun thamo mujhay
Ye raastay bhi mil jaengay
Chaltay in raahon pe seekha he har kay
Tum chaho tou faaslay bhi dhal jaengay
Tum chaho tou faaslay bhi dhal jaengay
Saray khwab wo sajae jo
Pae na hamnay kabhi
Aur haar kay bhi me tumko
Kyun chalta hun raahen teri
Dhoondun tumhay har mor pe me
Jeeta hun aaj bhi me tere lie
Aaj na tu mere hamrah he
Dil me tera magar ehsas he
Aur faasla ye barhta chala par
Haray bhi aaj tu mujh me basa he
Tu mujh me basa he
Tanha mera ye raaasta he
Teri hi yaad dil me thamay chala
Keh na saka tum se chaha jo tha
Sooni he aaj dil ki ye daastan
Raasta soona mera he ye
Par na he koi gham mujko yun haar kay
Chaha tujhay har pal, janay bhi he juda meri raah tumse
Adhoora hun thamo mujhay
Ye raastay bhi mil jaengay
Chaltay in raahon pe seekha he har kay
Tum chaho tou faaslay bhi dhal jaengay
Tum chaho tou faaslay bhi dhal jaengay
Saray khwab wo sajae jo
Pae na hamnay kabhi
Aur haar kay bhi me tumko
Kyun chalta hun raahen teri
Dhoondun tumhay har mor pe me
Jeeta hun aaj bhi me tere lie
Aaj na tu mere hamrah he
Dil me tera magar ehsas he
Aur faasla ye barhta chala par
Haray bhi aaj tu mujh me basa he
Tu mujh me basa he
Tanha mera ye raaasta he