Rang Ishq Ka
๐ต 835 characters
โฑ๏ธ 3:30 duration
๐ ID: 15319613
๐ Lyrics
teri meri jo baat
chale jo hum saath
meethi si koi yaad bane
jagi jagi so raat
bheegi si barsaat
meethi si koi yaad bane
shamey thami kabhi
chaand rooka kabhi
sapnooki chadre
ondhe he kabhi aasmaan
Hota jo natha hone lagaa
ye jadoo kaisaa
hai shayad yahi rang ishq ka
jo bhi hai hua hona hi tha
ye hamne manaa
hai shayad yahi rang ishq ka
ishq ka
kisse kahaniyaa
silsilaa ye roz ka
chalta raha
yuhi chalta raha
humko hai heraniyaa
kab hua kaise hua
dil tera
ye dil tera
hasarat ye dil ki hai
ki tum ho mere saath
har pal lamha mera
guzre tere saath
shamee thami rahe
chand rooka rahe
sapano ki chadre
odhe he aasmaan
Hota jo na tha hone lagaa
ye jadoo kaisaa
hai shayad yahi rang ishq ka
jo bhi hai hua honahi tha
ye hamne manaa
hai shayad yahi rang ishq ka
ishq kaa
ishq kaa
hoo... ishq kaa
ishq kaa
ishq kaa
ishq kaa
chale jo hum saath
meethi si koi yaad bane
jagi jagi so raat
bheegi si barsaat
meethi si koi yaad bane
shamey thami kabhi
chaand rooka kabhi
sapnooki chadre
ondhe he kabhi aasmaan
Hota jo natha hone lagaa
ye jadoo kaisaa
hai shayad yahi rang ishq ka
jo bhi hai hua hona hi tha
ye hamne manaa
hai shayad yahi rang ishq ka
ishq ka
kisse kahaniyaa
silsilaa ye roz ka
chalta raha
yuhi chalta raha
humko hai heraniyaa
kab hua kaise hua
dil tera
ye dil tera
hasarat ye dil ki hai
ki tum ho mere saath
har pal lamha mera
guzre tere saath
shamee thami rahe
chand rooka rahe
sapano ki chadre
odhe he aasmaan
Hota jo na tha hone lagaa
ye jadoo kaisaa
hai shayad yahi rang ishq ka
jo bhi hai hua honahi tha
ye hamne manaa
hai shayad yahi rang ishq ka
ishq kaa
ishq kaa
hoo... ishq kaa
ishq kaa
ishq kaa
ishq kaa