Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Keh Do Jo Bhi

๐Ÿ‘ค Junaid Jamshed โ€ข ๐ŸŽผ Us Rah Par โ€ข โฑ๏ธ 5:55
๐ŸŽต 650 characters
โฑ๏ธ 5:55 duration
๐Ÿ†” ID: 15642744

๐Ÿ“œ Lyrics

Keh Do Jo Bhi
Mann Main Aaye
Aisa Na Ho
Khamoshi Main

Sun'nay Waala Hi
Kho Jaye

Keh Do Jo Bhi
Mann Main Aaye

Mann Jungle Main
Aag Lagay To
Mann Hi Nahin
Tann Bhi Jal Jaye

Kitnay Zamaanay
Bethay Raho
Phir Sawan Ki
Aas Lagaye

Saawan Ka Kya
Aaye Na Aaye

Aaye Na Aaye

Keh Do Jo Bhi
Mann Main Aaye
Aisa Na Ho
Hum Jaayen To
Tann Sulgay Aur
Mann Tadpaye

Keh Do Jo Bhi
Mann Main Aaye

Mann Ki Baatain
Keh Denay Say
Chain Aaye Ga
Neend Aaye Gi

Roothay Hoye
Mann Jaayengay
Khushion Bharay
Din Aayengay

Sapnay Liye
Raat Aayegi

Raat Aayegi

Keh Do Jo Bhi
Mann Main Aaye
Aisa Na Ho
Khamoshi Main

Sun'nay Waala Hi
Kho Jaye

Keh Do Jo Bhi
Mann Main Aaye

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings