Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Dard_To_Ab_Rukne_Ka_Ab

๐Ÿ‘ค attaullah khan โ€ข ๐ŸŽผ tere bina dil mera โ€ข โฑ๏ธ 7:48
๐ŸŽต 1055 characters
โฑ๏ธ 7:48 duration
๐Ÿ†” ID: 15929771

๐Ÿ“œ Lyrics

Dard to rukne kaa ab naam nahi leta hai
Dard to rukne kaa ab naam nahi leta hai
Sabar se dil bhi mera.
Sabar se dil bhi mera, kaam nahi leta hai
Dard to rukne ka ab naam nahi leta hai
Dard to rukne kaa.

Jabse bakshe hai meri, aankhon ko aansu tune
Jabse bakhse hai meri, aankhon ko aansu tune
Tabse deewana dil.
Tabse deewana dil, aaram nahi leta hai
Sabar se dil bhi mera.
Sabar se dil bhi mera, kaam nahi leta hai
Dard to rukne kaa ab nam nahi leta hai
Dard to rukne kaa.

Itna sangdil hai ke, barbaad wo karke mujhko
Itna sangdil hai ke, barbaad wo karke mujhko
Apne sar koi bhi.
Apne sar koi bhi, ilzaam nahi lete hai
Sabar se dil bhi mera.
Sabar se dil bhi mera, kam nahi leta hai
Dard to rukne kaa ab naam nahi leta hai
Dard to rukne kaa.

Ye inayat bhi nahi, kam mere harjaayi ki
Ye inayat bhi nahi, kam mere harjaayi ki
Zakham deta hai magar.
Zakham deta hai magar, daam nahi leta hai
Sabar se dil bhi mera.
Sabar se dil bhi mera, kaam nahi leta hai
Dard to rukne ka ab naam nahi leta hai
Dard to rukne kaa.

Dard to rukne kaa.
Dard to rukne kaa.

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings