Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Aap Ki Nazron Ne Samjha - Anpadh

๐Ÿ‘ค Lata Mangeshkar โ€ข ๐ŸŽผ Legends - Lata Mangeshkar - The Nightingale CD 2 โ€ข โฑ๏ธ 3:55
๐ŸŽต 983 characters
โฑ๏ธ 3:55 duration
๐Ÿ†” ID: 16112802

๐Ÿ“œ Lyrics

Aap kee nazaron ne samajh pyaar ke qaabil muje
Dil kee ai dhadkan, thahar jaa, mil gayi manzil muje
Aap kee nazaron ne samajh...

Jee, hamein manzur hai aap ka ye faisalaa
Jee, hamein manzur hai aap ka ye faisalaa
Kah rahee hai har nazar, "banda-parvar, shukriya"

Hans ke apanee zindagi mein kar liya shaamil muje
Dil kee ai dhadkan, thahar jaa, mil gayi manzil muje
Aap kee nazaron ne samajh...

Aap kee manzil hoon main, meri manzil aap hain
Aap kee manzil hoon main, meri manzil aap hain
Kyun main tufaan se darun? mera saahil aap hain

Koyi toofaanon se kah de, mil gaya saahil muje
Dil kee ai dhadkan, thahar jaa, mil gayi manzil muje
Aap kee nazaron ne samajh...

Pad gayi dil par mere aap kee parachhaaiyaan
Pad gayi dil par mere aap kee parachhaaiyaan
Har taraf bajane lagee saikadon shehanaiyaan

Do jahaan kee aaj khushiyaan ho gayi hasil muje
Aap kee nazaron ne samajh pyaar ke qaabil muje
Dil kee ai dhadkan, thahar jaa, mil gayi manzil muje
Aap kee nazaron ne samajh...

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:11.17] Aap kee nazaron ne samajh pyaar ke qaabil muje
[00:20.82] Dil kee ai dhadkan, thahar jaa, mil gayi manzil muje
[00:30.92] Aap kee nazaron ne samajh...
[00:36.23]
[00:45.17] Jee, hamein manzur hai aap ka ye faisalaa
[00:54.86] Jee, hamein manzur hai aap ka ye faisalaa
[01:04.74] Kah rahee hai har nazar, "banda-parvar, shukriya"
[01:14.36] Hans ke apanee zindagi mein kar liya shaamil muje
[01:23.91] Dil kee ai dhadkan, thahar jaa, mil gayi manzil muje
[01:33.66] Aap kee nazaron ne samajh...
[01:39.17]
[01:48.58] Aap kee manzil hoon main, meri manzil aap hain
[01:58.16] Aap kee manzil hoon main, meri manzil aap hain
[02:07.65] Kyun main tufaan se darun? mera saahil aap hain
[02:17.33] Koyi toofaanon se kah de, mil gaya saahil muje
[02:26.94] Dil kee ai dhadkan, thahar jaa, mil gayi manzil muje
[02:36.60] Aap kee nazaron ne samajh...
[02:41.97]
[02:50.98] Pad gayi dil par mere aap kee parachhaaiyaan
[03:00.44] Pad gayi dil par mere aap kee parachhaaiyaan
[03:09.89] Har taraf bajane lagee saikadon shehanaiyaan
[03:19.53] Do jahaan kee aaj khushiyaan ho gayi hasil muje
[03:29.08] Aap kee nazaron ne samajh pyaar ke qaabil muje
[03:38.41] Dil kee ai dhadkan, thahar jaa, mil gayi manzil muje
[03:47.96] Aap kee nazaron ne samajh...
[03:53.75]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings