Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Dil Vil Pyar Vyar - Shagird

๐Ÿ‘ค Lata Mangeshkar โ€ข ๐ŸŽผ Bollywood Remembers Laxmikant Pyarelal - Best Of The EMI Years โ€ข โฑ๏ธ 5:11
๐ŸŽต 1502 characters
โฑ๏ธ 5:11 duration
๐Ÿ†” ID: 16113874

๐Ÿ“œ Lyrics

Dil le liya hai to isko mat beqaraar karna
Iska koyi nahi hain, iss dil ko pyaar karna

Aaiya
Aaiya
Aaiya

Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re

Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
Dil-vil, pyaar-vyaar

Aaiya

Tu hai bura to hoga, par baaton mein teri ras hai
Jaisa bhi hai mujhe kya, apna lage to bas hai
Ghar ho tera...
Ghar ho tera jis nagari mein, chahe jo ho tera naam re

Ghar-var, naam-vaam main kya jaanu re?
Ghar-var, naam-vaam main kya jaanu re?
Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
Dil-vil, pyaar-vyaar

Aadat nahi ki sochu, kitno mein haseen hai tu?
Lat mein hain kitne ghoongar, nainon mein kitna jaadu?
Bas tu mohe...
Bas tu mohe acha laage, itne hi se mujhko kaam re

Lat-vat, nain-vain main kya jaanu re?
Lat-vat, nain-vain main kya jaanu re?
Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
Dil-vil, pyaar-vyaar

Kuch jaanti to kehti rut bankar ke main khili hoon
Daali si jhumti mein, sajan se aa mili hoon
Tu hi jaane...
Tu hi jaane rut hai kaisi aur hai kitni rangeen shaam re

Rut-vut, shaam-vaam main kya jaanu re?
Rut-vut, shaam-vaam main kya jaanu re?
Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re

Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
Dil-vil, pyaar-vyaar

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:15.49] Dil le liya hai to isko mat beqaraar karna
[00:33.14] Iska koyi nahi hain, iss dil ko pyaar karna
[00:49.90] Aaiya
[01:00.16] Aaiya
[01:09.90] Aaiya
[01:21.07] Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
[01:26.10] Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
[01:30.54] Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
[01:35.21] Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
[01:39.81] Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
[01:44.40] Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
[01:49.01] Dil-vil, pyaar-vyaar
[01:51.92] Aaiya
[01:53.42]
[02:09.40] Tu hai bura to hoga, par baaton mein teri ras hai
[02:18.74] Jaisa bhi hai mujhe kya, apna lage to bas hai
[02:27.65] Ghar ho tera...
[02:32.21] Ghar ho tera jis nagari mein, chahe jo ho tera naam re
[02:37.42] Ghar-var, naam-vaam main kya jaanu re?
[02:42.13] Ghar-var, naam-vaam main kya jaanu re?
[02:46.76] Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
[02:51.23] Dil-vil, pyaar-vyaar
[02:53.64]
[03:09.06] Aadat nahi ki sochu, kitno mein haseen hai tu?
[03:18.20] Lat mein hain kitne ghoongar, nainon mein kitna jaadu?
[03:27.19] Bas tu mohe...
[03:31.76] Bas tu mohe acha laage, itne hi se mujhko kaam re
[03:36.89] Lat-vat, nain-vain main kya jaanu re?
[03:41.79] Lat-vat, nain-vain main kya jaanu re?
[03:46.05] Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
[03:50.74] Dil-vil, pyaar-vyaar
[03:53.30]
[04:10.84] Kuch jaanti to kehti rut bankar ke main khili hoon
[04:19.95] Daali si jhumti mein, sajan se aa mili hoon
[04:29.05] Tu hi jaane...
[04:33.48] Tu hi jaane rut hai kaisi aur hai kitni rangeen shaam re
[04:38.54] Rut-vut, shaam-vaam main kya jaanu re?
[04:43.42] Rut-vut, shaam-vaam main kya jaanu re?
[04:47.77] Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
[04:52.23] Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
[04:56.72] Dil-vil, pyaar-vyaar main kya jaanu re?
[05:01.14] Jaanu, to jaanu, bas itna ki main tujhe apna jaanu re
[05:05.76] Dil-vil, pyaar-vyaar
[05:08.08]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings