Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Hai Tere Saath Meri Wafa

๐Ÿ‘ค Lata Mangeshkar โ€ข ๐ŸŽผ Hindustan Ki Kasam - Dil Ki Rahen - Prabhat - Prem Parbat โ€ข โฑ๏ธ 4:14
๐ŸŽต 780 characters
โฑ๏ธ 4:14 duration
๐Ÿ†” ID: 16114554

๐Ÿ“œ Lyrics

Hai tere saath meri vafaa

Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?
Zindaa rahegaa pyaar mera, main nahin to kya?
Main nahin to kya? main nahin to kya?
Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?

Tere liye ujaalon kee koyi kamee nahin
Tere liye ujaalon kee koyi kamee nahin
Saba teri roshni hai, meri roshni nahin

Koyi naya chiraag jala
Koyi naya chiraag jala, main nahin to kya?
Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?

Kuch dhadakanon ka zikr ho, kuch dil kee baath ho
Kuch dhadakanon ka zikr ho, kuch dil kee baath ho
Mumkin hai, iske baad naa din ho, naa raat ho

Mere liye naa ashk baha
Mere liye naa ashk baha, main nahin to kya?
Main nahin to kya? main nahin to kya?
Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?
Zindaa rahegaa pyaar mera, main nahin to kya?

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:07.69] Hai tere saath meri vafaa
[00:16.18]
[00:21.75] Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?
[00:32.92] Zindaa rahegaa pyaar mera, main nahin to kya?
[00:44.82] Main nahin to kya? main nahin to kya?
[00:54.84] Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?
[01:05.70]
[01:26.68] Tere liye ujaalon kee koyi kamee nahin
[01:37.34] Tere liye ujaalon kee koyi kamee nahin
[01:47.98] Saba teri roshni hai, meri roshni nahin
[01:58.94] Koyi naya chiraag jala
[02:07.14] Koyi naya chiraag jala, main nahin to kya?
[02:18.00] Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?
[02:28.71]
[02:49.49] Kuch dhadakanon ka zikr ho, kuch dil kee baath ho
[03:00.15] Kuch dhadakanon ka zikr ho, kuch dil kee baath ho
[03:10.84] Mumkin hai, iske baad naa din ho, naa raat ho
[03:21.31] Mere liye naa ashk baha
[03:29.93] Mere liye naa ashk baha, main nahin to kya?
[03:41.36] Main nahin to kya? main nahin to kya?
[03:51.05] Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?
[04:01.75] Zindaa rahegaa pyaar mera, main nahin to kya?
[04:11.10]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings