Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha - Chhaya

๐Ÿ‘ค Talat Mahmood & Lata Mangeshkar โ€ข ๐ŸŽผ The Golden Collection - The Evergreen Duets Vol. 2 โ€ข โฑ๏ธ 3:55
๐ŸŽต 1457 characters
โฑ๏ธ 3:55 duration
๐Ÿ†” ID: 16115518

๐Ÿ“œ Lyrics

Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
Kii main ek badal aawaara
Kaise kisi kaa sahaara banun
Kii main khud beghar bechaara

Isliye tujhse main pyaar karuun
Kii tu ek badal aawaara
Janam janam se hoon saath tere
He naam meraa jal kii dhara

Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
Kii main ek badal aawaara
Janam janam se hoon saath tere
He naam meraa jal kii dhara

Mujhe ek jagah aaraam nahi
Ruk janaa meraa kaam nahi

Mujhe ek jagah aaraam nahi
Ruk janaa meraa kaam nahi
Meraa saath kahan tak dogi tum
Main des videsh kaa banjaaraa

Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
Kii main ek badal aawaara
Kaise kisi kaa sahaara banun
Kii main khudh beghar bechaara

Isliye tujhse main pyaar karuun
Kii tu ek badal aawaara
Jaanam jaanam se hoon saath tere
He naam meraa jal kii dhara

O nil gagan ke diwane
Tu pyaar naa meraa pahachaane

O nil gagan ke diwane
Tu pyaar naa meraa pahachaane
Main tab tak saath chaluun tere
Jab tak naa kahe tu main haara

Isliye tujhse main pyaar karuun
Kii tu ek badal aawaara
Jaanam jaanam se hoon saath tere
He naam meraa jal kii dhara

Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
Kii main ek badal aawaara
Kaise kisi kaa sahaara banun
Kii main khudh beghar bechaara

Kyun pyaar main tu nadaan bane
Ek pagal kaa armaan bane

Kyun pyaar main tu nadaan bane
Ek pagal kaa armaan bane
Ab laut ke janaa mushkil he
Maine chhod diya he jaag sara

Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
Kii main ek badal aawaara
Janam janam se hoon saath tere
He naam meraa jal kii dhara

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:17.22] Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
[00:20.39] Kii main ek badal aawaara
[00:23.93] Kaise kisi kaa sahaara banun
[00:27.28] Kii main khud beghar bechaara
[00:30.95] Isliye tujhse main pyaar karuun
[00:34.23] Kii tu ek badal aawaara
[00:37.97] Janam janam se hoon saath tere
[00:40.87] He naam meraa jal kii dhara
[00:44.65] Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
[00:48.06] Kii main ek badal aawaara
[00:51.36] Janam janam se hoon saath tere
[00:54.55] He naam meraa jal kii dhara
[00:59.30]
[01:06.56] Mujhe ek jagah aaraam nahi
[01:09.82] Ruk janaa meraa kaam nahi
[01:14.42]
[01:17.30] Mujhe ek jagah aaraam nahi
[01:20.43] Ruk janaa meraa kaam nahi
[01:23.85] Meraa saath kahan tak dogi tum
[01:27.04] Main des videsh kaa banjaaraa
[01:30.88] Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
[01:34.33] Kii main ek badal aawaara
[01:37.62] Kaise kisi kaa sahaara banun
[01:40.84] Kii main khudh beghar bechaara
[01:45.00] Isliye tujhse main pyaar karuun
[01:47.98] Kii tu ek badal aawaara
[01:52.07] Jaanam jaanam se hoon saath tere
[01:55.02] He naam meraa jal kii dhara
[01:59.52]
[02:10.43] O nil gagan ke diwane
[02:14.12] Tu pyaar naa meraa pahachaane
[02:18.44]
[02:21.01] O nil gagan ke diwane
[02:27.69] Tu pyaar naa meraa pahachaane
[02:28.31] Main tab tak saath chaluun tere
[02:31.73] Jab tak naa kahe tu main haara
[02:35.87] Isliye tujhse main pyaar karuun
[02:38.55] Kii tu ek badal aawaara
[02:41.82] Jaanam jaanam se hoon saath tere
[02:45.42] He naam meraa jal kii dhara
[02:49.38] Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
[02:52.59] Kii main ek badal aawaara
[02:56.10] Kaise kisi kaa sahaara banun
[02:59.53] Kii main khudh beghar bechaara
[03:04.18]
[03:11.76] Kyun pyaar main tu nadaan bane
[03:15.76] Ek pagal kaa armaan bane
[03:22.29] Kyun pyaar main tu nadaan bane
[03:25.42] Ek pagal kaa armaan bane
[03:29.08] Ab laut ke janaa mushkil he
[03:32.58] Maine chhod diya he jaag sara
[03:36.86] Itnaa naa mujhase tu pyaar badha
[03:39.53] Kii main ek badal aawaara
[03:43.23] Janam janam se hoon saath tere
[03:46.54] He naam meraa jal kii dhara
[03:48.43]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings