Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Hai Isi Men Pyar Ki Abroo (Revival)

๐Ÿ‘ค Madan Mohan โ€ข ๐ŸŽผ Anpadh โ€ข โฑ๏ธ 5:12
๐ŸŽต 1019 characters
โฑ๏ธ 5:12 duration
๐Ÿ†” ID: 16173862

๐Ÿ“œ Lyrics

Hai isi main pyaar kii aabru
Wo zafaa karen main vafaa karuun
Jo vafaa bhi kaam na aa sake
To wo hi kahen ki main kya karuun
Hai isi main pyaar kii aabru

Mujhe gam bhi unka azeez hai
Ke unheen kii di hui chiz hai
Mujhe gam bhi unka azeez hai
Ke unheen kii di hui chiz hai
Ke unheen kii di hui chiz hai
Yahi gam hai ab meri zindagi
Ise kaise dil se juda karuun
Hai isi main pyaar kii aabru

Jo na ban sake main wo baat hoon
Jo na khatm ho main wo raat hoon
Jo na ban sake main wo baat hoon
Jo na khatm ho main wo raat hoon
Jo na khatm ho main wo raat hoon
Ye likhaa hai mere naseeb main
Yun hi shamma ban ke jala karuun
Hai isi main pyaar kii aabru

Na kisi ke dil kii hoon aarazu
Na kisi nazar kii hoon justaju
Na kisi ke dil kii hoon aarazu
Na kisi nazar kii hoon justaju
Na kisi nazar kii hoon justaju
Main wo phool hoon jo udhaas ho
Na bahaar aae to kya karuun

Hai isi main pyaar kii aabru
Wo zafaa karen main vafaa karuun
Jo vafaa bhi kaam na aa sake
To wo hi kahen ki main kya karuun
Hai isi main pyaar kii aabru

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:52.61] Hai isi main pyaar kii aabru
[00:59.39] Wo zafaa karen main vafaa karuun
[01:05.46] Jo vafaa bhi kaam na aa sake
[01:12.02] To wo hi kahen ki main kya karuun
[01:17.82] Hai isi main pyaar kii aabru
[01:43.24] Mujhe gam bhi unka azeez hai
[01:49.08] Ke unheen kii di hui chiz hai
[01:55.24] Mujhe gam bhi unka azeez hai
[02:01.38] Ke unheen kii di hui chiz hai
[02:07.74] Ke unheen kii di hui chiz hai
[02:14.34] Yahi gam hai ab meri zindagi
[02:20.59] Ise kaise dil se juda karuun
[02:26.59] Hai isi main pyaar kii aabru
[02:45.35] Jo na ban sake main wo baat hoon
[02:51.54] Jo na khatm ho main wo raat hoon
[02:57.51] Jo na ban sake main wo baat hoon
[03:03.73] Jo na khatm ho main wo raat hoon
[03:10.36] Jo na khatm ho main wo raat hoon
[03:16.55] Ye likhaa hai mere naseeb main
[03:22.65] Yun hi shamma ban ke jala karuun
[03:28.80] Hai isi main pyaar kii aabru
[03:54.26] Na kisi ke dil kii hoon aarazu
[03:59.90] Na kisi nazar kii hoon justaju
[04:06.19] Na kisi ke dil kii hoon aarazu
[04:12.36] Na kisi nazar kii hoon justaju
[04:19.28] Na kisi nazar kii hoon justaju
[04:24.98] Main wo phool hoon jo udhaas ho
[04:31.32] Na bahaar aae to kya karuun
[04:37.52] Hai isi main pyaar kii aabru
[04:43.47] Wo zafaa karen main vafaa karuun
[04:49.76] Jo vafaa bhi kaam na aa sake
[04:55.85] To wo hi kahen ki main kya karuun
[05:02.16] Hai isi main pyaar kii aabru
[05:09.01]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings