Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Hum Tum Dono Jab Mil Jayen

๐Ÿ‘ค Laxmikant Pyarelal โ€ข ๐ŸŽผ Ek Duuje Ke Liye โ€ข โฑ๏ธ 5:35
๐ŸŽต 1123 characters
โฑ๏ธ 5:35 duration
๐Ÿ†” ID: 16173905

๐Ÿ“œ Lyrics

Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
Ek naya itihaas banaaeinge

Aur agar hum na mil paayein to
Aur agar hum na mil paayein to
To bhi ek naya itihaas banayeinge
Hum, tum; dono jab mil jaayeinge

Saal, maheene haar gaye
Saal, maheene haar gaye
Dil jeet gaya aur judaai ka lo ek din beet gaya
Gin-gin ke duuri ke din yuun jeena mushkil he lekin

Hum phir bhi ji kar dikhalaayeinge
Hum phir bhi ji kar dikhalaayeinge
Ek naya itihaas banaaeinge
Hum, tum; dono jab mil jaayeinge

Duniya main kitne logo ne prem kiya
Duniya ne kitne premo ka khoon piya
Pyaasi talwaar nahi rukti
Kyun iski pyaas nahin bujhati?

Hum duniya ki pyaas bujhaayeinge
Hum duniya ki pyaas bujhaayeinge
Ek naya itihaas banaaeinge
Hum, tum; dono jab mil jaayeinge

Phir ye dil din-raat tadapta rahta hai
Jab humse bedard zamana kahta hai
Mil naa paayein jo khwaabon main
Kitne hain naam kitabon main

Hum unmein kyun naam likhaayeinge
Hum unmein kyun naam likhaayeinge
Ek naya itihaas banaaeinge

Aur agar hum na mil paayein to
To bhi ek naya itihaas banayeinge
Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
Hum, tum; dono jab mil jaayeinge

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:25.23] Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
[00:30.94] Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
[00:36.20] Ek naya itihaas banaaeinge
[00:41.61] Aur agar hum na mil paayein to
[00:46.91] Aur agar hum na mil paayein to
[00:51.63] To bhi ek naya itihaas banayeinge
[00:57.53] Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
[01:02.75]
[01:24.70] Saal, maheene haar gaye
[01:30.19] Saal, maheene haar gaye
[01:34.67] Dil jeet gaya aur judaai ka lo ek din beet gaya
[01:45.66] Gin-gin ke duuri ke din yuun jeena mushkil he lekin
[01:50.81] Hum phir bhi ji kar dikhalaayeinge
[01:56.23] Hum phir bhi ji kar dikhalaayeinge
[02:01.34] Ek naya itihaas banaaeinge
[02:06.77] Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
[02:11.90]
[03:07.30] Duniya main kitne logo ne prem kiya
[03:15.18] Duniya ne kitne premo ka khoon piya
[03:22.21] Pyaasi talwaar nahi rukti
[03:24.99] Kyun iski pyaas nahin bujhati?
[03:27.97] Hum duniya ki pyaas bujhaayeinge
[03:33.14] Hum duniya ki pyaas bujhaayeinge
[03:38.49] Ek naya itihaas banaaeinge
[03:43.50] Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
[03:48.96]
[04:28.44] Phir ye dil din-raat tadapta rahta hai
[04:39.31] Jab humse bedard zamana kahta hai
[04:48.46] Mil naa paayein jo khwaabon main
[04:50.99] Kitne hain naam kitabon main
[04:53.68] Hum unmein kyun naam likhaayeinge
[04:58.89] Hum unmein kyun naam likhaayeinge
[05:04.04] Ek naya itihaas banaaeinge
[05:09.21] Aur agar hum na mil paayein to
[05:13.92] To bhi ek naya itihaas banayeinge
[05:19.59] Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
[05:24.71] Hum, tum; dono jab mil jaayeinge
[05:30.13]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings