Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Zainab Ko Ghazi

๐Ÿ‘ค Syed Farhan Ali Waris โ€ข ๐ŸŽผ Sab Ka Hussain, Vol. 15 โ€ข โฑ๏ธ 5:31
๐ŸŽต 2015 characters
โฑ๏ธ 5:31 duration
๐Ÿ†” ID: 16649875

๐Ÿ“œ Lyrics

Haaye Zainab haaye haaye shaam x2,
Haaye Zainab haaye haaye shaam x2,

Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab, x2

zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
Haatho se ya phir baalo se chehre ko chupaale shehzaadi,
ye shaam sheher ki galiyan hai,
dil thaam le aye aaqa zaadi fiza ne jab ye batlaaya, haye zainab,
zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,

zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2

Maahol sharabi jab dekha baba ki wasiyat yaad aai,
koi to mujhe chaadar laade hotho pe yehi fariyaad aai,
jabb koi nahi chaadar laaya, haye zainab,
zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,

zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2

Phir shaam ke logoun ne badla ajdaad ka yu zainab se liya,
chaadar cheeni pather maare aur garm kabhi paani phainka,
durra jo sakina ne khayaa, haye zainab,
zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,

zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2

Abbas kaha hain aye zainab jab shimr hiqarat se bola,
ghash khane lage sabb ahle haram kulsum pukari vavaila.,
sajjad ko yasrab yaad aaya., haye zainab,
zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,

zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2

Khamosh rahi aulaad e nabi karbal se yaha takk zulm saha,
qooli ye manaadi karne laga ye kunba hai ek baghi ka,
mazloom jo baaghi kehlaaya, haye zainab,
zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,

zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2

Harr gaam naya ik zulm hua laachar musafir zainab per,
zainab burrlaya zaalim ne naako ke kareeb naiza laakar,
shabbir ka sarr jo dikhlaaya, haye zainab,
zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,

zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2

Farhan qayamat ka gham hai mazher ne likha hai kya nauha,
shabbir bina abbas bina ye pehla safar tha zainab ka,
Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,

zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:06.51] Haaye Zainab haaye haaye shaam x2,
[00:13.70] Haaye Zainab haaye haaye shaam x2,
[00:22.26] Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab, x2
[00:26.93] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[00:41.65] Haatho se ya phir baalo se chehre ko chupaale shehzaadi,
[00:52.77] ye shaam sheher ki galiyan hai,
[00:56.93] dil thaam le aye aaqa zaadi fiza ne jab ye batlaaya, haye zainab,
[01:06.82] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[01:10.62] Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[01:16.87] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[01:25.12] Maahol sharabi jab dekha baba ki wasiyat yaad aai,
[01:32.43] koi to mujhe chaadar laade hotho pe yehi fariyaad aai,
[01:40.07] jabb koi nahi chaadar laaya, haye zainab,
[01:46.28] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[01:51.15] Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[01:56.76] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[02:04.93] Phir shaam ke logoun ne badla ajdaad ka yu zainab se liya,
[02:12.37] chaadar cheeni pather maare aur garm kabhi paani phainka,
[02:20.33] durra jo sakina ne khayaa, haye zainab,
[02:26.39] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[02:31.23] Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[02:36.63] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[02:44.98] Abbas kaha hain aye zainab jab shimr hiqarat se bola,
[02:52.04] ghash khane lage sabb ahle haram kulsum pukari vavaila.,
[02:59.87] sajjad ko yasrab yaad aaya., haye zainab,
[03:06.11] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[03:10.83] Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[03:16.18] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[03:24.56] Khamosh rahi aulaad e nabi karbal se yaha takk zulm saha,
[03:31.52] qooli ye manaadi karne laga ye kunba hai ek baghi ka,
[03:38.75] mazloom jo baaghi kehlaaya, haye zainab,
[03:44.33] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[03:49.50] Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[03:55.50] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[04:04.23] Harr gaam naya ik zulm hua laachar musafir zainab per,
[04:11.18] zainab burrlaya zaalim ne naako ke kareeb naiza laakar,
[04:18.87] shabbir ka sarr jo dikhlaaya, haye zainab,
[04:24.71] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[04:29.24] Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[04:35.31] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[04:42.98] Farhan qayamat ka gham hai mazher ne likha hai kya nauha,
[04:50.87] shabbir bina abbas bina ye pehla safar tha zainab ka,
[04:58.63] Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[05:04.69] zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[05:23.79]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings