Caravan Guzar Gaya
๐ต 1912 characters
โฑ๏ธ 6:35 duration
๐ ID: 16653672
๐ Lyrics
Swapn jhare phool se, meet chubhe shool se
Lut gaye singaar sabhi baag ke babool se
Aur hum khade-khade bahaar dekhte rahe
Karwaan guzar gaya, ghubaar dekhte rahe
Neend bhi khuli na thi ke, haaye, dhoop dhal gayi
Paon jab talak uthe ke zindagi phisal gayi
Paat-paat jhar gaye ke shaakh-shaakh jal gayi
Chaah toh nikal saki na, par umar nikal gayi
Par umar nikal gayi
Geet ashk ban gaye, swapn ho dafan gaye
Saath ke sabhi diye dhuaan pehan-pehan gaye
Aur hum jhuke-jhuke, mod par ruke-ruke
Umr ke chadhaav ka utaar dekhte rahe
Kya shabaab tha ke phool-phool pyaar kar utha
Kya kamaal tha ke dekh aaina sihar utha
Iss taraf zameen aur aasmaan udhar utha
Thaam kar jigar utha ke jo mila nazar utha
Ke jo mila nazar utha
Ek din magar yahaan aisi kuch hawa chali
Loot gayi kali-kali ke ghut gayi gali-gali
Aur hum loote-loote, waqt se pite-pite
Saans ki sharaab ka khumaar dekhte rahe
Karwaan guzar gaya, ghubaar dekhte rahe
Haath the mile ke zulf chaand ki sanwaar doon
Honth the khule ke har bahaar ko pukaar doon
Dard tha diya gaya ke har dukhi ko pyaar doon
Aur saans yoon ke swarg bhoomi par utaar doon
Bhoomi par utaar doon
Ho saka na kuch, magar shaam ban gayi seher
Woh uthi lehar ke dheh gaye qile bikhar-bikhar
Aur hum dare-dare, neer nayan mein bhare
Odh kar kafan pade, mazaar dekhte rahe
Maang bhar chali ke ek jab nayi-nayi kiran
Dholakein dhunak uthi, thumak uthe charan-charan
Shor mach gaya ke, lo, chali dulhan, chali dulhan
Gaon sab umad pada, behak uthe nayan-nayan
Behak uthe nayan-nayan
Par tabhi zeher-bhari gaaj ek woh giri
Punchh gaya sindoor, taar-taar huyi chunari
Aur hum anjaan se, door ke makaan se
Paalki liye huye kahaar dekhte rahe

โฑ๏ธ Synced Lyrics
[00:28.81] Swapn jhare phool se, meet chubhe shool se
[00:36.33] Lut gaye singaar sabhi baag ke babool se
[00:43.27] Aur hum khade-khade bahaar dekhte rahe
[00:49.96] Karwaan guzar gaya, ghubaar dekhte rahe
[01:06.97] Neend bhi khuli na thi ke, haaye, dhoop dhal gayi
[01:13.42] Paon jab talak uthe ke zindagi phisal gayi
[01:20.05] Paat-paat jhar gaye ke shaakh-shaakh jal gayi
[01:26.62] Chaah toh nikal saki na, par umar nikal gayi
[01:33.27] Par umar nikal gayi
[01:40.01] Geet ashk ban gaye, swapn ho dafan gaye
[01:47.16] Saath ke sabhi diye dhuaan pehan-pehan gaye
[01:53.99] Aur hum jhuke-jhuke, mod par ruke-ruke
[02:00.54] Umr ke chadhaav ka utaar dekhte rahe
[02:17.30] Kya shabaab tha ke phool-phool pyaar kar utha
[02:23.86] Kya kamaal tha ke dekh aaina sihar utha
[02:30.46] Iss taraf zameen aur aasmaan udhar utha
[02:36.91] Thaam kar jigar utha ke jo mila nazar utha
[02:43.38] Ke jo mila nazar utha
[02:50.28] Ek din magar yahaan aisi kuch hawa chali
[02:57.10] Loot gayi kali-kali ke ghut gayi gali-gali
[03:03.72] Aur hum loote-loote, waqt se pite-pite
[03:10.31] Saans ki sharaab ka khumaar dekhte rahe
[03:16.92] Karwaan guzar gaya, ghubaar dekhte rahe
[03:36.79] Haath the mile ke zulf chaand ki sanwaar doon
[03:43.27] Honth the khule ke har bahaar ko pukaar doon
[03:49.73] Dard tha diya gaya ke har dukhi ko pyaar doon
[03:56.24] Aur saans yoon ke swarg bhoomi par utaar doon
[04:02.75] Bhoomi par utaar doon
[04:09.30] Ho saka na kuch, magar shaam ban gayi seher
[04:16.21] Woh uthi lehar ke dheh gaye qile bikhar-bikhar
[04:22.84] Aur hum dare-dare, neer nayan mein bhare
[04:29.00] Odh kar kafan pade, mazaar dekhte rahe
[04:48.85] Maang bhar chali ke ek jab nayi-nayi kiran
[04:55.22] Dholakein dhunak uthi, thumak uthe charan-charan
[05:01.68] Shor mach gaya ke, lo, chali dulhan, chali dulhan
[05:08.02] Gaon sab umad pada, behak uthe nayan-nayan
[05:14.44] Behak uthe nayan-nayan
[05:21.23] Par tabhi zeher-bhari gaaj ek woh giri
[05:28.04] Punchh gaya sindoor, taar-taar huyi chunari
[05:34.71] Aur hum anjaan se, door ke makaan se
[05:41.15] Paalki liye huye kahaar dekhte rahe
[05:47.69] Karwaan guzar gaya, ghubaar dekhte rahe
[05:54.11] Swapn jhare phool se, meet chubhe shool se
[06:00.68] Lut gaye singaar sabhi baag ke babool se
[06:07.19] Aur hum khade-khade bahaar dekhte rahe
[06:13.56] Karwaan guzar gaya, ghubaar dekhte rahe
[06:19.95] Karwaan guzar gaya, ghubaar dekhte rahe
[06:27.10]