Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Zindagi Pyar Ka Geet Hai

๐Ÿ‘ค Lata Mangeshkar โ€ข ๐ŸŽผ Souten โ€ข โฑ๏ธ 5:32
๐ŸŽต 990 characters
โฑ๏ธ 5:32 duration
๐Ÿ†” ID: 16849843

๐Ÿ“œ Lyrics

(Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega) -2
Zindagi ghum ka sagar bhi hai
Hanske us paar jaana padega

Jis ka jitna ho aanchal yahaan par
Us ko saugaat utni milegi
La la la, la la la, la la la la la la la
Jis ka jitna ho aanchal yahaan par
Us ko saugaat utni milegi
Phool jeevan mein gar na khile to
Kaanton se bhi nibhaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega

Hai agar door manzil to kya
Raasta bhi hain mushkil to kya
La la la, la la la, la la la la la la la
Hai agar door manzil to kya
Raasta bhi hain mushkil to kya
Raat taaron bhari na mile to
Dil ka deepak jalaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega

Zindagi ek peheli bhi hai
Sukh dukh ki saheli bhi hai
La la la, la la la, la la la la la la la
Zindagi ek peheli bhi hai
Sukh dukh ki saheli bhi hai
Zindagi ek wachan bhi to hai
Jise sab ko nibhaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi ghum ka sagar bhi hai
Hanske us paar jaana padega

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:40.25] (Zindagi pyaar ka geet hai
[00:45.06] Ise har dil ko gaana padega) -2
[00:59.86] Zindagi ghum ka sagar bhi hai
[01:04.85] Hanske us paar jaana padega
[01:41.56] Jis ka jitna ho aanchal yahaan par
[01:46.32] Us ko saugaat utni milegi
[01:51.69] La la la, la la la, la la la la la la la
[01:56.23] Jis ka jitna ho aanchal yahaan par
[02:00.95] Us ko saugaat utni milegi
[02:06.14] Phool jeevan mein gar na khile to
[02:10.98] Kaanton se bhi nibhaana padega
[02:15.83] Zindagi pyaar ka geet hai
[02:20.72] Ise har dil ko gaana padega
[03:01.14] Hai agar door manzil to kya
[03:06.00] Raasta bhi hain mushkil to kya
[03:11.68] La la la, la la la, la la la la la la la
[03:15.97] Hai agar door manzil to kya
[03:20.52] Raasta bhi hain mushkil to kya
[03:25.53] Raat taaron bhari na mile to
[03:30.72] Dil ka deepak jalaana padega
[03:35.61] Zindagi pyaar ka geet hai
[03:40.89] Ise har dil ko gaana padega
[04:30.71] Zindagi ek peheli bhi hai
[04:35.74] Sukh dukh ki saheli bhi hai
[04:40.97] La la la, la la la, la la la la la la la
[04:46.06] Zindagi ek peheli bhi hai
[04:50.53] Sukh dukh ki saheli bhi hai
[04:55.32] Zindagi ek wachan bhi to hai
[05:00.08] Jise sab ko nibhaana padega
[05:05.69] Zindagi pyaar ka geet hai
[05:10.10] Ise har dil ko gaana padega
[05:16.03] Zindagi ghum ka sagar bhi hai
[05:20.16] Hanske us paar jaana padega
[05:26.76]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings