Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Raha Gardishon Mein Hardam

๐Ÿ‘ค Mohammed Rafi โ€ข ๐ŸŽผ Do Badan โ€ข โฑ๏ธ 4:46
๐ŸŽต 928 characters
โฑ๏ธ 4:46 duration
๐Ÿ†” ID: 16894030

๐Ÿ“œ Lyrics

Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
Kabhi dagamagaai kashtee, kabhi kho gaya kinaraa
Raha gardishon mein hardam

Koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton kii baaji
Koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton kii baaji
Wo kadam kadam pe jite main kadam kadam pe haara
Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
Raha gardishon mein hardam

Ye hamaari badanasibi, jo nahin to aur kya hai
Ye hamaari badanasibi, jo nahin to aur kya hai
Ye hamaari badanasibi, jo nahin to aur kya hai
Ke usi ke ho gaye hum, jo naa ho sakaa hamaaraa
Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
Raha gardishon mein hardam

Pade jab gamon se paale, rahe mit ke mitane waale
Pade jab gamon se paale, rahe mit ke mitane waale
Jise maut ne naa poocha, use zindagi ne maara
Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
Kabhi dagamagaai kashtee, kabhi kho gaya kinaraa
Raha gardisho mein hardam

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:56.67] Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
[01:07.24] Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
[01:17.68] Kabhi dagamagaai kashtee, kabhi kho gaya kinaraa
[01:27.51] Raha gardishon mein hardam
[01:32.40]
[01:40.64] Koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton kii baaji
[01:51.02] Koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton kii baaji
[02:01.31] Wo kadam kadam pe jite main kadam kadam pe haara
[02:11.27] Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
[02:21.56] Raha gardishon mein hardam
[02:25.94]
[02:44.45] Ye hamaari badanasibi, jo nahin to aur kya hai
[02:54.61] Ye hamaari badanasibi, jo nahin to aur kya hai
[03:04.67] Ye hamaari badanasibi, jo nahin to aur kya hai
[03:14.92] Ke usi ke ho gaye hum, jo naa ho sakaa hamaaraa
[03:25.29] Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
[03:35.13] Raha gardishon mein hardam
[03:39.58]
[03:47.92] Pade jab gamon se paale, rahe mit ke mitane waale
[03:58.27] Pade jab gamon se paale, rahe mit ke mitane waale
[04:08.39] Jise maut ne naa poocha, use zindagi ne maara
[04:18.51] Rahaa gardishon main hardam mere ishk kaa sitara
[04:28.41] Kabhi dagamagaai kashtee, kabhi kho gaya kinaraa
[04:38.62] Raha gardisho mein hardam
[04:43.02]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings