Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Meri Pahle Hi

๐Ÿ‘ค Kishore Kumar โ€ข ๐ŸŽผ Souten โ€ข โฑ๏ธ 4:30
๐ŸŽต 1384 characters
โฑ๏ธ 4:30 duration
๐Ÿ†” ID: 16905885

๐Ÿ“œ Lyrics

O, meri pehle hee tang thi cholee
Upar se aa gayi bairan holi
Julam tune kar daalaa, pyaar mein rang daalaa
Oho, main to sharam se paani-paani ho lee

Ho, tuje silava doongha naee cholee
Ki ab too 16 baras kee ho lee
Julam tune kar daalaa, pyaar mein rang daalaa
Oho-ho, binaa bandook chal gayi golee
O, meri pehle hee tang thi cholee

Nahin naa, nahin naa, nahin naa, nahin-nahin, nahin-nahin
Nahin naa, nahin naa, nahin naa, nahin-nahin, nahin-nahin

(aayaa-aayaa, aayaa-aayaa)
Rangila-rangila mausam, rangila mausam aayaa
Rangila-rangila mausam, rangila mausam aayaa

Tere-mere pyaar ke charche hone lage hain gali-gali
Tere-mere pyaar ke charche hone lage hain gali-gali
Duniyaan waale karne lage hain baathen ab to jalee-jalee
Duniyaan waale karne lage hain baathen ab to jalee-jalee

Oho-ho, julam tune kar daalaa
Pyaar mein rang daalaa
Ho, main to sharam se paani-paani ho lee
Ho, meri pehle hee tang thi cholee

Saajan, ab to tum bin hum se raha naa jaaegaa
(ho, saajan, ab to tum bin hum se raha naa jaaegaa)
Jalthee hee deewaanaa tera doli lekar aayega
Jalthee hee deewaanaa tera doli lekar aayega

(Hey) haan, julam tune kar daalaa
Pyaar mein rang daalaa
Binaa bandook chal gayi golee

Ho, tuje silava doongha naee cholee
Ki ab too 16 baras kee ho lee
Julam tune kar daalaa, pyaar mein rang daalaa
Oho, main to sharam se paani-paani ho lee
O, meri pehle hee tang thi cholee

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings