Bhajo Naam
๐ต 618 characters
โฑ๏ธ 7:17 duration
๐ ID: 16905893
๐ Lyrics
Bhajo naam, japo naam,
pyaara naam, Yeshu naam
Chahe subaha ho yaa shaam
Chahe subaha ho yaa shaam
Yeshu naam re.
Sab bhakti karo mil gaao
Yeshu naam re.
Bhakt bina bhakti adhuri,
Khrist sharan tujhe aanaa hai
Chaar de apani shakti bal,
Khrist mein moha lagaanaa hai
Jeewan arpan kardo Prabhu mein, Prabhu ki aashish paanaa hai
Jay jay kaar karo mil saare,
dhanya manaana hai.
Bhajo naam.
Paap ki raaha ko chorana hai; Swarg ki manzil paanaa hai
Is duniyaa mein chain nahin, Swargiya Pitaa ko jaanaa hai
Shanti mukti kaa maarg wahi hai, usme moha lagaana hai
Sacha Saathi Prabhu hamaara, use apanaana hai.

โฑ๏ธ Synced Lyrics
[00:02.27] Bhajo naam, japo naam,
[00:04.39] pyaara naam, Yeshu naam
[00:07.59] Chahe subaha ho yaa shaam
[00:10.69] Chahe subaha ho yaa shaam
[00:13.82] Yeshu naam re.
[00:17.13] Sab bhakti karo mil gaao
[00:20.88] Yeshu naam re.
[00:49.65] Bhakt bina bhakti adhuri,
[00:52.24] Khrist sharan tujhe aanaa hai
[00:55.60] Chaar de apani shakti bal,
[00:58.49] Khrist mein moha lagaanaa hai
[01:13.82] Jeewan arpan kardo Prabhu mein, Prabhu ki aashish paanaa hai
[01:20.18] Jay jay kaar karo mil saare,
[01:23.15] dhanya manaana hai.
[01:25.32] Bhajo naam.
[01:50.41] Paap ki raaha ko chorana hai; Swarg ki manzil paanaa hai
[01:55.42] Is duniyaa mein chain nahin, Swargiya Pitaa ko jaanaa hai
[02:48.09] Shanti mukti kaa maarg wahi hai, usme moha lagaana hai
[02:54.17] Sacha Saathi Prabhu hamaara, use apanaana hai.
[03:01.35] Bhajo naam.
[04:06.54]