Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Pyaari Baatein

๐Ÿ‘ค Sahil Singh, AMR8 โ€ข ๐ŸŽผ Kaafiraana The Mixtape โ€ข โฑ๏ธ 3:50
๐ŸŽต 1680 characters
โฑ๏ธ 3:50 duration
๐Ÿ†” ID: 17032392

๐Ÿ“œ Lyrics

Zehrili nigaahein teri har pal sau sau baatein kehri
Jaagti in raaton mein hain meethi meethi baatein teri
Kamzor dil yeh hai mera seene se tu lagja mere
Ishq ke samandar meh yeh lehre humse baatein kehri

Tu hai jahaan hum bhi wahaan sab upar waala dekh raha
Gulaab bhari iss raste pe toh kaanton pe bhi chalna yahaan
Sunna zara paas toh aa iss qadar tu humse door na jaa
Kandhe pe sir rakh roye hum sab feeka feeka lagta yahaan
Jazbaat mere samajho zara
Mai har pal har dum saath tere
Kambakht ishq yeh jaane magar tum paas mere tum khaas mere
Insaaf dilaa mujhko zara marne pe bhi tu mila kahaan
Kaandhe pe sir rakh roye hum sab feeka feeka lagta yahaan

Pyaari Raaton mein Pyaari Raaton mein
Jeet liya humei teri Pyaari Baaton ne
Pyaari Raaton mein Pyaari Raaton mein
Jeet liya humei teri Pyaari Baaton ne

Yeah
Mai chahta ke thehre yeh lamhe ab baahon mein teri tu hona niraash
Subah kya shaam bhi dhalein par mila na mujhe kyun tera yeh saath
Dil bhi karta yeh
Aakhon pe aasoon par dil hai saaf
Kaise bataaun tumhe
Yeh duniya hai zaalim jo de rhi saza
Kardena maaf mujhe
Aur lauta de dil mera de mujhko maafi
Jaana tu kyun na samajhti ke andar hi andar mai toota hoon kaafi
Aaj bhi karta hoon yaad mai aaj bhi chaahoon ke aaye tu paas
Pade ab tu bhi akeli par chahe na ab bhi tu mera yeh saath
Kya tune padhe toh woh khat
Likhe the usme tab dil ke alfaaz
Ab bana mai gaayak aur shaayar sunaana chahta apne dil ki awaaz
Woh shaamein thi laal par bin tere saath woh shaamein bhi kaali lage
Maana tha saccha woh pyaar par ab tera pyaar bhi jaali lage

Aakhon mein nami kyun hai
Jaana meri aakhon mein basi tu hai
Fikar na kar tu zamaane ki
Haathon pe hai haath dhare chale
Mere

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:19.11] Zehrili nigaahein teri har pal sau sau baatein kehri
[00:23.52] Jaagti in raaton mein hain meethi meethi baatein teri
[00:27.74] Kamzor dil yeh hai mera seene se tu lagja mere
[00:31.75] Ishq ke samandar meh yeh lehre humse baatein kehri
[00:36.11] Tu hai jahaan hum bhi wahaan sab upar waala dekh raha
[00:39.95] Gulaab bhari iss raste pe toh kaanton pe bhi chalna yahaan
[00:44.88] Sunna zara paas toh aa iss qadar tu humse door na jaa
[00:48.44] Kandhe pe sir rakh roye hum sab feeka feeka lagta yahaan
[00:52.77] Jazbaat mere samajho zara
[00:55.35] Mai har pal har dum saath tere
[00:57.40] Kambakht ishq yeh jaane magar tum paas mere tum khaas mere
[01:01.62] Insaaf dilaa mujhko zara marne pe bhi tu mila kahaan
[01:05.97] Kaandhe pe sir rakh roye hum sab feeka feeka lagta yahaan
[01:10.17] Pyaari Raaton mein Pyaari Raaton mein
[01:19.05] Jeet liya humei teri Pyaari Baaton ne
[01:27.96] Pyaari Raaton mein Pyaari Raaton mein
[01:36.10] Jeet liya humei teri Pyaari Baaton ne
[02:19.18] Yeah
[02:20.64] Mai chahta ke thehre yeh lamhe ab baahon mein teri tu hona niraash
[02:24.41] Subah kya shaam bhi dhalein par mila na mujhe kyun tera yeh saath
[02:28.57] Dil bhi karta yeh
[02:30.85] Aakhon pe aasoon par dil hai saaf
[02:32.92] Kaise bataaun tumhe
[02:34.41] Yeh duniya hai zaalim jo de rhi saza
[02:36.85] Kardena maaf mujhe
[02:39.12] Aur lauta de dil mera de mujhko maafi
[02:41.87] Jaana tu kyun na samajhti ke andar hi andar mai toota hoon kaafi
[02:45.82] Aaj bhi karta hoon yaad mai aaj bhi chaahoon ke aaye tu paas
[02:50.27] Pade ab tu bhi akeli par chahe na ab bhi tu mera yeh saath
[02:54.49] Kya tune padhe toh woh khat
[02:56.50] Likhe the usme tab dil ke alfaaz
[02:59.07] Ab bana mai gaayak aur shaayar sunaana chahta apne dil ki awaaz
[03:03.01] Woh shaamein thi laal par bin tere saath woh shaamein bhi kaali lage
[03:07.73] Maana tha saccha woh pyaar par ab tera pyaar bhi jaali lage
[03:11.31] Aakhon mein nami kyun hai
[03:15.22] Jaana meri aakhon mein basi tu hai
[03:19.28] Fikar na kar tu zamaane ki
[03:23.50] Haathon pe hai haath dhare chale
[03:29.35] Mere
[03:45.26]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings