Jaane Jaa
๐ต 593 characters
โฑ๏ธ 3:26 duration
๐ ID: 17089612
๐ Lyrics
Oh, mere humsafar pyaar ki raah par
Sath chale hum magar kya khabar
Oh, mere humsafar pyaar ki raah par
Sath chale hum magar kya khabar
Raaste mein kahin reh gaye humnashin
Tum kahan, (main yahan)
Tum kahan, (main yahan)
Ohh... jaane ja, dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se wahan
Jaane ja dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se wahan
Dil machalne laga, yunhi dhalne laga
Rang bhara pyaar ka yeh samaa
Hath aise mein bas chodkar chal diye
Tum kahan, (main yahan)
Tum kahan, (main yahan)
Oh, jaane ja dhoondti phir rahi hoon
Tumhe raat din main yahan se wahan
Sath chale hum magar kya khabar
Oh, mere humsafar pyaar ki raah par
Sath chale hum magar kya khabar
Raaste mein kahin reh gaye humnashin
Tum kahan, (main yahan)
Tum kahan, (main yahan)
Ohh... jaane ja, dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se wahan
Jaane ja dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se wahan
Dil machalne laga, yunhi dhalne laga
Rang bhara pyaar ka yeh samaa
Hath aise mein bas chodkar chal diye
Tum kahan, (main yahan)
Tum kahan, (main yahan)
Oh, jaane ja dhoondti phir rahi hoon
Tumhe raat din main yahan se wahan