Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Aaftaab

๐Ÿ‘ค The Local Train โ€ข ๐ŸŽผ null โ€ข โฑ๏ธ 3:54
๐ŸŽต 798 characters
โฑ๏ธ 3:54 duration
๐Ÿ†” ID: 17414554

๐Ÿ“œ Lyrics

Khamosh bheed mein phir ho khadey gumshuda
Maujuud ho yahaan yaa gum kaheen kisko pataa
Jab lagey har ghadi ki ab iss raat ki na hai subah koi
Kar yakin, dekh tu ki aaftab woh hasin hai chhupa yahin-kahin

Chehre mein tere band woh kitne sawaal
Puchte khushi ka pata, baaki abhi imtihaan
Hai agar raah-guzar par gehra andhera, mahtaab so chuka
Kar yakin, humnashin, ki aaftab woh hasin hai chhupa yahin-kahin

Kahin door shor se ek naya daur hai
Mohtaaj na kisi ke, na puche koi tera naam
Khile jahaan bas khushi, falsapha bas yahi
Tu kar yakin

Jab lagey har ghadi ki ab iss raat ki na hai subah koi
Kar yakin, dekh tu ki aaftab woh hasin hai chhupa yahin-kahin

Kahin door shor se ek naya daur hai
Mohtaaj na kisi ke, na puche koi tera naam
Khile jahaan bas khushi, falsapha bas yahi
Tu kar yakin

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:18.72] Khamosh bheed mein phir ho khadey gumshuda
[00:27.45] Maujuud ho yahaan yaa gum kaheen kisko pataa
[00:36.12] Jab lagey har ghadi ki ab iss raat ki na hai subah koi
[00:45.16] Kar yakin, dekh tu ki aaftab woh hasin hai chhupa yahin-kahin
[01:03.10] Chehre mein tere band woh kitne sawaal
[01:12.59] Puchte khushi ka pata, baaki abhi imtihaan
[01:21.46] Hai agar raah-guzar par gehra andhera, mahtaab so chuka
[01:30.28] Kar yakin, humnashin, ki aaftab woh hasin hai chhupa yahin-kahin
[01:39.29] Kahin door shor se ek naya daur hai
[01:48.45] Mohtaaj na kisi ke, na puche koi tera naam
[01:54.04] Khile jahaan bas khushi, falsapha bas yahi
[01:58.64] Tu kar yakin
[02:37.54] Jab lagey har ghadi ki ab iss raat ki na hai subah koi
[02:46.54] Kar yakin, dekh tu ki aaftab woh hasin hai chhupa yahin-kahin
[02:55.48] Kahin door shor se ek naya daur hai
[03:04.44] Mohtaaj na kisi ke, na puche koi tera naam
[03:10.41] Khile jahaan bas khushi, falsapha bas yahi
[03:15.07] Tu kar yakin
[03:16.92]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings