Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Aayi Aayi Bhoot Police

๐Ÿ‘ค Vishal Dadlani, Sunidhi Chauhan, Mellow D โ€ข ๐ŸŽผ Bhoot Police โ€ข โฑ๏ธ 4:46
๐ŸŽต 1898 characters
โฑ๏ธ 4:46 duration
๐Ÿ†” ID: 17793575

๐Ÿ“œ Lyrics

Aayi, aayi, aayi bhoot police, go

Aayi, aayi, aayi bhoot police, go

Ho, nainon se nainon ki ladaayi hai
Ladne do, ismein kya buraayi hai?
Nainon se nainon ki ladaayi hai
Ladne do, ismein kya buraayi hai?

Sab kuch main haara, nashe ne maara
Aankhon mein teri main dooba, dooba, dooba, dooba

Ishq-e-tabaahi, tauba
Ho, ishq-e-tabaahi, tauba
Jaan pe ban aayi, tauba
Lut gaye re, lut gaye tere pyaar mein

Ho, ishq-e-tabaahi, tauba
Na hai rihaayi, tauba
Lut gaye re, lut gaye tere pyaar mein
Ho, ishq-e-tabaahi, tauba

Ishq mera jaanleva, dil nahin, jaan lega
Is mohabbat mein to mazaa bhi hai, sazaa bhi hai
Nazar meri ore kar le, baat pe gaur kar le
Meri chaahat mein to wafaa bhi hai, dagaa bhi hai

Main qurbaan tujh pe, yaqeen kar mujh pe
Ishq mein tere is qadar main dooba, dooba, dooba

Ishq-e-tabaahi, tauba
Ho, ishq-e-tabaahi, tauba
Jaan pe ban aayi, tauba
Lut gaye re, lut gaye tere pyaar mein
Ho, ishq-e-tabaahi, tauba

Ishq-e-tabaahi, ishq-e-tabaahi
Kabhi le jaaye low, kabhi phir high
Ishq-e-tabaahi, ishq-e-tabaahi
Zaalim hai badi, bhaai

Ismein hai judaai, ismein hai ruswaai
Qasmein bhi khaayi, phir bhi tanhaayi
COVID ki aa gayi vaccine
Par dard-e-dil ki na davaayi (ayy)

Baby, tu to kar mujhe miss na
Poori karti hai meri koyi wish na
Ishq-vishq mein aisa fislaa
Kabhi piyoon daaru, kabhi dhoondhoon Rizla

Dil mera jaanta hai, baat ye maanta hai
Ishq ki galiyon mein nafaa bhi hain, nuksaan bhi hain
Ismein aazaadiyaan bhi, hain giraftaariyaan bhi
Ishq mushkil hai, lekin ye badaa aasaan bhi hai

Toofaan mein na ja, saahil pe aaja
Khwaa-makhwaa ishq ki gahraayi mein kyun dooba-dooba?

Ishq-e-tabaahi, tauba
Ho, ishq-e-tabaahi, tauba
Jaan pe ban aayi, tauba
Lut gaye re, lut gaye tere pyaar mein

Ho, ishq-e-tabaahi, tauba
Na hai rihaayi, tauba
Lut gaye re, lut gaye tere pyaar mein
Ho, ishq-e-tabaahi, tauba

Aayi, aayi, aayi bhoot police, go

Aayi, aayi, aayi bhoot police, go

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings