Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Are Yaar Meri Tum Bhi Ho Ghazab

๐Ÿ‘ค Asha Bhosle โ€ข ๐ŸŽผ Teen Devian โ€ข โฑ๏ธ 5:20
๐ŸŽต 1817 characters
โฑ๏ธ 5:20 duration
๐Ÿ†” ID: 18003136

๐Ÿ“œ Lyrics

Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
Ghoonghat to zara odho
Aha, maano kaha, ab tum ho jawaa
Meri jaan, ladakpann chhodo

Jab meri chunariya malmal ki
Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki

Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
Ghoonghat to zara odho
Aha, maano kaha, ab tum ho jawaa
Meri jaan, ladakpann chhodo

Koi jo mujhko haath lagayega, haath na uske aaungi
Main tere mann ki laal pari hoon re, mann mein tere udd jaaungi
Koi jo mujhko haath lagayega, haath na uske aaungi
Main tere mann ki laal pari hoon re, mann mein tere udd jaaungi

Tum pari to zaroor ho
Per badi mashoor ho
Jab meri chunariya malmal ki
Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki

Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
Ghoonghat to zara odho
Aha, maano kaha, ab tum ho jawaa
Meri jaan, ladakpann chhodo

Dekh ke tarse laakh ye bhanwre, aur inhein tarsaaungi
Teri gali ki ek kali hoon, tere gale lag jaaungi
Dekh ke tarse laakh ye bhanwre, aur inhein tarsaaungi
Teri gali ki ek kali hoon, tere gale lag jaaungi

Tum kali to zaroor ho
Per badi mashoor ho
Jab meri chunariya malmal ki
Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki

Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
Ghoonghat to zara odho
Aha, maano kaha, ab tum ho jawaa
Meri jaan, ladakpann chhodo

Daal ke ghoonghata, roop ko apne aur nahi main chhupaaungi
Sundari banke teri, balamwa, aaj to main lehraaungi
Daal ke ghoonghata, roop ko apne aur nahi main chhupaaungi
Sundari banke teri, balamwa, aaj to main lehraaungi

Sundari to zaroor ho
Per badi mashoor ho
Jab meri chunariya malmal ki
Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki

Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
Ghoonghat to zara odho
Are, maano kaha, ab tum ho jawaa
Meri jaan, ladakpann chhodo

Jab meri chunariya malmal ki
Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki

Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
Ghoonghat to zara odho
Are, maano kaha, ab tum ho jawaa
Meri jaan, ladakpann chhodo

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:11.31] Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
[00:15.38] Ghoonghat to zara odho
[00:19.24] Aha, maano kaha, ab tum ho jawaa
[00:22.99] Meri jaan, ladakpann chhodo
[00:26.74] Jab meri chunariya malmal ki
[00:30.59] Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki
[00:34.31] Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
[00:38.37] Ghoonghat to zara odho
[00:42.16] Aha, maano kaha, ab tum ho jawaa
[00:45.96] Meri jaan, ladakpann chhodo
[00:49.24]
[01:05.63] Koi jo mujhko haath lagayega, haath na uske aaungi
[01:13.35] Main tere mann ki laal pari hoon re, mann mein tere udd jaaungi
[01:20.93] Koi jo mujhko haath lagayega, haath na uske aaungi
[01:28.53] Main tere mann ki laal pari hoon re, mann mein tere udd jaaungi
[01:35.74] Tum pari to zaroor ho
[01:39.51] Per badi mashoor ho
[01:43.51] Jab meri chunariya malmal ki
[01:47.22] Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki
[01:51.12] Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
[01:55.14] Ghoonghat to zara odho
[01:59.10] Aha, maano kaha, ab tum ho jawaa
[02:02.89] Meri jaan, ladakpann chhodo
[02:06.03]
[02:34.48] Dekh ke tarse laakh ye bhanwre, aur inhein tarsaaungi
[02:42.26] Teri gali ki ek kali hoon, tere gale lag jaaungi
[02:49.81] Dekh ke tarse laakh ye bhanwre, aur inhein tarsaaungi
[02:57.53] Teri gali ki ek kali hoon, tere gale lag jaaungi
[03:04.85] Tum kali to zaroor ho
[03:08.67] Per badi mashoor ho
[03:12.49] Jab meri chunariya malmal ki
[03:16.38] Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki
[03:20.30] Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
[03:24.29] Ghoonghat to zara odho
[03:28.26] Aha, maano kaha, ab tum ho jawaa
[03:32.14] Meri jaan, ladakpann chhodo
[03:35.47]
[03:52.10] Daal ke ghoonghata, roop ko apne aur nahi main chhupaaungi
[04:00.09] Sundari banke teri, balamwa, aaj to main lehraaungi
[04:07.43] Daal ke ghoonghata, roop ko apne aur nahi main chhupaaungi
[04:15.00] Sundari banke teri, balamwa, aaj to main lehraaungi
[04:22.16] Sundari to zaroor ho
[04:26.19] Per badi mashoor ho
[04:29.98] Jab meri chunariya malmal ki
[04:33.70] Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki
[04:37.85] Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
[04:41.61] Ghoonghat to zara odho
[04:45.42] Are, maano kaha, ab tum ho jawaa
[04:49.40] Meri jaan, ladakpann chhodo
[04:53.21] Jab meri chunariya malmal ki
[04:56.92] Phir kyun na phiroon jhalki-jhalki
[05:00.91] Are, yaar meri, tum bhi ho gazab
[05:04.74] Ghoonghat to zara odho
[05:08.56] Are, maano kaha, ab tum ho jawaa
[05:12.50] Meri jaan, ladakpann chhodo
[05:15.43]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings