Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Faza Bhi Hai Jawan, Pt. 1

๐Ÿ‘ค Salma Agha โ€ข ๐ŸŽผ Nikaah (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 4:03
๐ŸŽต 816 characters
โฑ๏ธ 4:03 duration
๐Ÿ†” ID: 1832436

๐Ÿ“œ Lyrics

Fiza bhi hai, jawan jawan
Hawa bhi hai, rawan rawan
Suna rahan hai ye shama, suni suni si dasta
Fiza bhi hai jawan jawan
Pukarte hai door se, wo kafile bahar ke
Bikhar gaye hai rang se, kisi ke intjar ke
Lahar lahar ke hoth per, wafa ki hai kahaniyal
Suna rahan hai ye sama, suni suni si dasta
Fiza bhi jawan jawan
Bujhi magar bujhi nahi, na jane kaisi pyas hai
Karar dil se aaj bhi, na door hai na paas hai
Ye khel dhoop chhav ka, ye kurbate ye dooriyan
Suna rahan hai ye sama, suni suni si dasta
Fiza bhi hai jawan jawan.
Har ek pal ko dhudta, har ek pal chala gay
Har ek pal fir apka, har ek pal bisal ka
Har ek pal guzar gaya, bana ke dil pe ek nisha
Suna rahan hai ye sama, suni suni si dadta
Fiza bhi hai jawan jawan
Hawan bhi hai rawan rawan
Suna rahan hai ye sama, suni suni si dasta
Fiza bhi hai jawan jawan

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings