Home 🎬 Bollywood 🎵 Pakistani 🎤 English Pop

Sapne Re

👤 Amit Trivedi 🎼 Secret Superstar ⏱️ 4:10
🎵 1442 characters
⏱️ 4:10 duration
🆔 ID: 18380787

📜 Lyrics

Choree se choree se chhup-chhup ke maine
Choree se choree se chhup-chhup ke
Tinkaa-tinkaa chun ke sapnaa ek banaaya

Dori se dori se bun-bun ke maine
Dori se dori se bun-bun ke
Tukdaa-tukdaa see ke sapnaa ek banaaya
Tukdaa-tukdaa see ke sapnaa ek banaaya

Sapane re sapane re sapane mere
Sach ho jaanaa re ho jaanaa re ho jaanaa re
Sapane re sapane re sapane mere
Sach ho jaanaa re ho jaanaa re ho jaanaa re

Aaja diary mein cchopa doon
Aaja tujh ko chotii mein baandhu
Kaheen kisi ko naa dikh jae
Sapane re sapane re sapane mere

Haath tera kas ke pakad loon
Saath-saath tere main chal doon
Dar tuje naa kisi se lagaa jae
Sapane re sapane re sapane mere

Raaton ko raaton ko jag-jag ke maine
Raaton ko raaton ko jag-jag ke
Taaraa-taaraa chun ke sapnaa ek banaaya
Taaraa-taaraa chun ke sapnaa ek banaaya

Sapane re sapane re sapane mere
Sach ho jaanaa re ho jaanaa re ho jaanaa re
Sapane re sapane re sapane mere
Sach ho jaanaa re ho jaanaa re ho jaanaa re

ला-ला-ला-ला ला-ला-ला-ला ला-ला
ला-ला-ला-ला ला-ला-ला-ला ला-ला
ला-ला-ला-ला ला-ला-ला-ला ला-ला
Sapane re sapane re sapane mere

ला-ला-ला-ला ला-ला-ला-ला ला-ला
ला-ला-ला-ला ला-ला-ला-ला ला-ला
ला-ला-ला-ला ला-ला-ला-ला ला-ला
Sapane re sapane re sapane mere

⭐ Rate These Lyrics

Average: 0.0/5 • 0 ratings